Maine Paidal Se Ja Raha Tha Lyrics - Hero No.1


Maine Paidal Se Ja Raha Tha Lyrics from Hero No.1 is sung by Poornima and Vinod Rathod. Maine Paidal Se Ja Raha Tha song lyrics are written by Sameer while its music is given by Anand Milind. Hero No.1 is a 1997 Hindi movie starring Govinda, Karisma Kapoor and Kader Khan.

Maine Paidal Se Ja Raha Tha Lyrics - Hero No.1

Maine Paidal Se Ja Raha Tha Song Detail


Song: Maine Paidal Se Ja Raha Tha
Album: Hero No.1 (1997)
Singer: Poornima, Vinod Rathod
Musician: Anand Milind
Lyricist: Sameer
Star Cast: Govinda, Karisma Kapoor, Kader Khan etc.

Maine Paidal Se Ja Raha Tha Lyrics

Maine paidal se ja raha tha
Unhe cycle se aa rahi thi
Maine paidal se ja raha tha
Unhe cycle se aa rahi thi
Kiya tring tring ka ishara
Mujhe badnaam kiya na
Kiya tring tring ka ishara
Mujhe badnaam kiya na

Maine cycle se ja raha tha
Unhe tamtam se aa rahi thi

Kiya tan tan ka ishara
Mujhe badnaam kiya na
Kiya tan tan ka ishara
Mujhe badnaam kiya na

Kya bolta hai re tu
Maine motor se ja rahi thi
Unhe auto se aa raha tha
Haan maine motor se ja rahi thi
Unhe auto se aa raha tha
Kiya po po ka ishara
Mujhe badnaam kiya na
Kiya po po ka ishara Mujhe badnaam kiya na

Maine plane se ja rahi tha
Unhe motor se aa raha thi
Kiya pam pam ka ishara
Mujhe badnaam kiya na
Kiya pam pam ka ishara
Mujhe badnaam kiya na

Loga dekhi yeh chhedkhani
Ruswa huyi sadkon pe jawani, meri jawani
Buddhu kare mujhse aanakani
Kyon na padhe is dil ki kahani, meri kahani

Maine galiyon se ja raha tha
Unhe khidki mein khadi thi
Wah re potti
Maine galiyon se ja raha tha
Unhe khidki mein khadi thi
Kiya seeti se ishara
Mujhe badnaam kiya na
Kiya seeti se ishara
Mujhe badnaam kiya na

Raste mein pakde galiyon mein roke
Peechhu pada hai yeh hath dho ke
Haan hath dho ke
Haan aashiq bana main deewana hoke
De na mohabbat mein mujhko dhokhe
Haan mujhko dhokhe

Maine shopping ko ja rahi tha
Unhe saira se aa raha tha
Sunte kya
Maine shopping ko ja rahi tha
Unhe saira se aa raha tha
Mera hathan ko jo pakda
Mujhe badnaam kiya na
Mera hathan ko jo pakda
Mujhe badnaam kiya na

Maine paidal se ja raha tha
Unhe cycle se aa rahi thi
Kya ri kidhar ja rehli
Maine paidal se ja raha tha
Unhe cycle se aa rahi thi
Kiya tring tring ka ishara
Mujhe badnaam kiya na
Kiya tring tring ka ishara
Mujhe badnaam kiya na

Maine motor se ja rahi thi
Unhe auto se aa raha tha
Haan maine motor se ja rahi thi
Unhe auto se aa raha tha
Kiya po po ka ishara
Mujhe badnaam kiya na
Kiya po po ka ishara
Mujhe badnaam kiya na

Arre potti toone kya mere dil cheer ke
Makkhan laga ke rakh diye
Arre ja re ja aamai yeh to peechhe pad gaya re