Main Teri Hoon Janam Tu Mera Jiya Lyrics - Khoon Bhari Maang
Main Teri Hoon Janam Tu Mera Jiya Lyrics of Khoon Bhari Maang (1988) is penned by Indeevar, it's composed by Rajesh Roshan and sung by Sonali Bhatwadekar. Khoon Bhari Maang is a 1988 Hindi movie starring Kabir Bedi, Rekha and Shatrughan Sinha.
Main Teri Hoon Janam Tu Mera Jiya Lyrics
Main teri hoon janam tu mera jiya
Juda tan se jaan ko kisne kiya
Main teri hoon janam tu mera jiya
Juda tan se jaan ko kisne kiya
Teri meethi-meethi baaton mein kho jaaoon
Jaise lehar lehar mein aise ik ho jaaoon
Teri meethi-meethi baaton mein kho jaaoon
Jaise lehar lehar mein aise ik ho jaaoon
Mera sab kuchh ho gaya tera
Tera sab kuchh hua mera
Main teri hoon janam tu mera jiya
Juda tan se jaan ko kisne kiya
Mila pyaar ka humko mauka yeh sunehra
Na to koi deewar na koi pehra
Mila pyaar ka humko mauka yeh sunehra
Na to koi deewar na koi pehra
Jee bhar ke pyaar karenge dar humko nahin zara
Main teri hoon janam tu mera jiya
Juda tan se jaan ko kisne kiya
Main tere sang toofan mein bhi beh jaaoon
Main tere sang sholon par bhi reh jaaoon
Main tere sang toofan mein bhi beh jaaoon
Main tere sang sholon par bhi reh jaaoon
Teri baahein mera sahil, sahil ki zaroorat kya
Main teri hoon janam tu mera jiya
Juda tan se jaan ko kisne kiya
Main Teri Hoon Janam Tu Mera Jiya Song Detail
Song: Main Teri Hoon Janam Tu Mera Jiya
Album: Khoon Bhari Maang (1988)
Musician: Rajesh Roshan
Lyricist: Indeevar
Star Cast: Kabir Bedi, Rekha, Shatrughan Sinha etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana