Main Na Bataungi Lyrics - Khandaan
Main Na Bataungi Lyrics from Khandaan is Hindi song sung by Sulakshana Pandit. Main Na Bataungi song lyrics are written by Naqsh Lyallpuri, its music is given by Khayyam. Khandaan is a 1979 Hindi movie starring Jeetendra, Sulakshana Pandit and Bindiya Goswami.
Main Na Bataungi Lyrics
Aasmaan nikhra hua kyun hai
Hawayein kyun jhoomti hain
Lehrein baar baar kinaare ko
Kyun choomti hain
Main na bataungi
Sabse chhupaungi
Main na bataungi
Khule khule baalon mein
Hansta hai sawan
Dekh mujhe jhoom gaya
Nadiya ka darpan
Raaz kya hai baat kya hai
Poochhe koyi
Main na bataungi
Sabse chhupaungi
Main na bataungi
Neele gagan ke mehke saaye
Neele gagan ke mehke saaye
Rutt albeli naache gaaye
Rutt albeli naache gaaye
Aaj hanse kaliyan kyun meethi hansi
Main na bataungi
Sabse chhupaungi
Main na bataungi
Dhal dhal jaaye mora aanchal
Dhal dhal jaaye mora aanchal
Aaj na thehre pag mein payal
Aaj na thehre pag mein payal
Kaahe meri chaal mein hai masti nayi
Main na bataungi
Sabse chhupaungi
Main na bataungi
Khule khule baalon mein
Hansta hai sawan
Dekh mujhe jhoom gaya
Nadiya ka darpan
Raaz kya hai baat kya hai
Poochhe koyi
Main na bataungi
Sabse chhupaungi
Main na bataungi
Main Na Bataungi Song Detail
Song: Main Na Bataungi
Album: Khandaan (1979)
Singer: Sulakshana Pandit
Musician: Khayyam
Lyricist: Naqsh Lyallpuri
Star Cast: Jeetendra, Sulakshana Pandit, Bindiya Goswami etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana