MAIN HOON HERO LYRICS - Ram Lakhan


Main Hoon Hero Lyrics from Ram Lakhan is sung by Alisha Chinai, Amit Kumar and Mohammed Aziz. Main Hoon Hero song lyrics are written by Anand Bakshi while its music is given by Laxmikant Pyarelal. Ram Lakhan is a 1989 Hindi movie starring Anil Kapoor, Jackie Shroff and Madhuri Dixit.

MAIN HOON HERO LYRICS - Ram Lakhan

Main Hoon Hero Song Detail


Song: Main Hoon Hero
Album: Ram Lakhan (1989)
Singer: Alisha Chinai, Amit Kumar, Mohammed Aziz
Musician: Laxmikant Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Anil Kapoor, Jackie Shroff, Madhuri Dixit etc.

Main Hoon Hero Lyrics

Doston aaj is mehfil mein
Kayi mastane hain
Ek shama do parwane hain
Ek haseena aur do deewane hain
Lekin ek hai hero aur ek hai zero
Ab aap hi bataiye kaun hai hero aur kaun hai zero

Karte hain sab mujhe salaam
Lete hain sab mera naam
Ho karte hain sab mujhe salaam
Lete hain sab mera naam

Mera naam mera naam
Mera naam mera naam hero
Main hoon woh hero aa ha ha hero
Main hoon woh hero aa ha ha hero
Yeh hai woh zero
Haan haan haan yeh hero
Woh ji woh zero
Bolo bhai zero

Bol Lakhan, bol Lakhan
Bol Lakhan chal chal chal uth
Karta nahi koyi mujhe
Salaam leta nahi koyi mera naam Dus ko main dus lakh karke dikha doon
Dus lakh ko main khaak karke dikha doon
Main hoon woh zero haan haan haan zero
Main hoon woh zero haan haan haan zero
Haaye mere hero
Ha ha ha zero
Haaye mere hero, haaye mere hero

Mister hero tu batla
Pyar mohabbat cheez hai kya
Mister hero tu batla
Pyar mohabbat cheez hai kya
Tauba pyar ka naam na lo
Kaam hai yeh deewano ka
Tauba pyar ka naam na lo
Kaam hai yeh deewano ka

No no no no no no no
Hay pyar mohabbat cheez hai kya
Pyar pyar hai aur hai kya
Yeh kaam nahi deewano ka
Yeh kaam to hai dil walon ka
Yeh kaam to hai dil walon ka
Yeh kaam to hai dil walon ka

Oye oye oye oye oye oye
Kya kehna kya khoob kaha
Kya kehna kya khoob kaha
Khoob kaha kya khaak kaha
Daalo khaak sabhi baaton pe
Daalo khaak sabhi baaton pe
Dil se dil takarane do

O ji o hero bolo ji zero

Mister hero, mister zero
Mister hero, mister zero
Naam bade hain yeh mushkil
Tum mein koyi aashiq ho to
Main de deti usko dil

Mere naam ke charche hain
Shehar ke sabhi haseeno mein
Roo ru ru ruk zara ruk, zara ruk
Jaane kaun hai lekin ik
Deewana hai hum teeno mein
Deewana hai inn teeno mein
Deewana hai inn teeno mein
Oh no no no no no no no
Ek nahi hai deewana
Iss mehfil mein deewane do
Haan haan yeh hero haan haan yeh zero
Haan haan yeh hero haan haan yeh zero

Karte hain sab mujhe salaam
Lete hain sab mera naam
Mera naam mera naam
Mera naam mera naam
Main hoon woh hero aa ha ha hero
Main hoon woh hero aa ha ha hero
Yeh hai woh zero

Dus ko main dus lakh karke dikha doon
Dus lakh ko main khaak karke dikha doon
Dikha doon
Main hoon woh zero
Haaye mere hero
Main hoon woh zero
Haaye mere hero

Haan bolo kaun kya
Main shola hoon
Main shola hoon
Main shola hoon
Main shola hoon
Main bijli hoon
Main bijli hoon
Main bijli hoon
Main bijli hoon
Main parvat hoon
Main parvat hoon
Main sagar hoon
Main sagar hoon
Main toofan hoon
Main toofan hoon
Main jaadu hoon
Main jaadu hoon
Main aashiq hoon
Main aashiq hoon
Main zero hoon
Main zero hoon
Nahi nahi nahi nahi
Nahi nahi nahi nahi

Hey hath milao issi baat par
Ab yeh gussa jaane do
Ho ab yeh gussa jaane do
Ho ab yeh gussa jaane do
My name is Lakhan
My name is Lakhan

He is a hero
He is a hero