Log Aate Hain Log Jaate Hain Lyrics - Pehchaan
Log Aate Hain Log Jaate Hain Lyrics from Pehchaan is sung by Poornima. Log Aate Hain Log Jaate Hain song lyrics are written by Sameer while its music is given by Anand Milind. Pehchaan is a 1993 Hindi movie starring Sunil Shetty, Saif Ali Khan and Shilpa Shirodkar.

Log Aate Hain Log Jaate Hain Song Detail
Song: Log Aate Hain Log Jaate Hain
Album: Pehchaan (1993)
Singer: Poornima
Musician: Anand Milind
Lyricist: Sameer
Star Cast: Sunil Shetty, Saif Ali Khan, Shilpa Shirodkar etc.
Director: Deepak Shivdasani
Log Aate Hain Log Jaate Hain Lyrics
Log aate hain log jaate hain
Log aate hain log jaate hain
Pyaas apne dilon ki bujhate hain
Raat din husn ki rangraliyan hain
Raat din husn ki rangraliyan hain
Yeh to badnaam logon ki galiyan hain
Yeh to badnaam logon ki galiyan hain
Log aate hain log jaate hain
Pyaas apne dilon ki bujhate hain
Raat din husn ki rangraliyan hain
Raat din husn ki rangraliyan hain
Yeh to badnaam logon ki galiyan hain
Yeh to badnaam logon ki galiyan hain
Jismon ka hai bazaar yahan
Paison se milta pyar yahan
Aaye na mehki bahaar yahan
Bhanwre yahan loot'te hain shokh jawani
Jismon ka hai bazaar yahan
Paison se milta pyar yahan
Aaye na mehki bahaar yahan
Bhanwre yahan loot'te hain shokh jawani
Ujde gulshan ki majboor kaliyan hain
Ujde gulshan ki majboor kaliyan hain
Yeh to badnaam logon ki galiyan hain
Yeh to badnaam logon ki galiyan hain
Honthon pe meethe bol nahi
Rishton ka koyi mol nahi
Hoga na aisa dard kahin
Kaun sunega bhala bebas ki kahaani
Honthon pe meethe bol nahi
Rishton ka koyi mol nahi
Hoga na aisa dard kahin
Kaun sunega bhala bebas ki kahaani
Pankh jinke na hon hum woh pariyan hain
Pankh jinke na hon hum woh pariyan hain
Yeh to badnaam logon ki galiyan hain
Log aate hain log jaate hain
Log aate hain log jaate hain
Pyaas apne dilon ki bujhate hain
Raat din husn ki rangraliyan hain
Raat din husn ki rangraliyan hain
Yeh to badnaam logon ki galiyan hain
Yeh to badnaam logon ki galiyan hain