Ladki Hai Ya Shola Lyrics - Silsila
Ladki Hai Ya Shola Lyrics from Silsila is sung by Lata Mangeshkar and Kishore Kumar and written by Javed Akhtar. Music of Ladki Hai Ya Shola is composed by Shiv-Hari. Silsila is a 1981 Hindi movie starring Shashi Kapoor, Amitabh Bachchan and Jaya Bachchan.
Ladki Hai Ya Shola Lyrics
Pehli pehli baar dekha aisa jalwa
Ho aisa jalwa
Ye ladki hai ya shola
Ye ladki hai ya shola
Shola hai shola, shole se darna
Marna to thande paani mein marna
Reham jawani pe kha
Ho mundeya reham jawani pe kha
Loote na jawani mein jo sholon ka maza
Ho sholon ka maza
To bolo woh aadmi hai kya
To bolo woh aadmi hai kya
Aayi hai nayi nayi zulmi jawani
Karta hai badh ke baatein deewani
Khair tu dil ki mana
Ho babua khair tu dil ki mana
Dil jaisi cheez ki manaun khair kya
Ho manaun khair kya
Main to dono jahan se gaya
Ho main to dono jahan se gaya
Ja re shikaari tera jaal purana
Aur kahin pe jaake daal yeh daana
Chidiya phanse na lambua, ho lambua
Kudi phanse na lambua
Door kaise hoga tera mera faasla
Tera mera faasla
Rab jaane ya dil mera
Ho rab jaane ya dil mera
Ho abhi to dekha hai jalwa door ka
Haal bura hai mere hazoor ka
Hath pakad ke dikha
Ho sohneya hath pakad ke dikha
Pakdi kalaayi to na chhodunga kabhi
Na chhodunga kabhi
Ho sohni yeh yaad rakhna
Ho sohni yeh yaad rakhna
Ho sohni yeh yaad rakhna
Ho sohni yeh yaad rakhna
Ladki Hai Ya Shola Song Detail
Song: Ladki Hai Ya Shola
Album: Silsila (1981)
Singer: Lata Mangeshkar, Kishore Kumar
Musician: Shiv-Hari
Lyricist: Javed Akhtar
Star Cast: Shashi Kapoor, Amitabh Bachchan, Jaya Bachchan etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana