Kya Hua Tera Vaada Woh Kasam Woh Irada Lyrics - Hum Kisi Se Kam Nahin


Kya Hua Tera Vaada Woh Kasam Woh Irada Lyrics from Hum Kisi Se Kam Nahin: This song is in fabulous voice of Mohammad Rafi and Sushma Shreshtha. Its music composition is scored by R D Burman and lyrics are penned by Majrooh Sultanpuri. Hum Kisi Se Kam Nahin is a 1977 Hindi movie starring Rishi Kapoor, Tariq and Kaajal Kiran.

Kya Hua Tera Vaada Woh Kasam Woh Irada Lyrics - Hum Kisi Se Kam Nahin

Kya Hua Tera Vaada Woh Kasam Woh Irada Song Detail


Song: Kya Hua Tera Vaada Woh Kasam Woh Irada
Album: Hum Kisi Se Kam Nahin (1977)
Singer: Mohammad Rafi, Sushma Shreshtha
Musician: R. D. Burman
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Star Cast: Rishi Kapoor, Tariq, Kaajal Kiran etc.

Kya Hua Tera Vaada Woh Kasam Woh Irada Lyrics

Kya hua tera vaada woh kasam woh irada
Kya hua tera vaada woh kasam woh irada
Bhoolega dil jis din tumhein
Woh din zindagi ka aakhiri din hoga
Kya hua tera vaada woh kasam woh irada

Bhoolega dil jis din tumhein
Woh din zindagi ka aakhiri din hoga
Kya hua tera vaada
Yaad hai mujhko toone kaha tha
Tumse nahin roothenge kabhi

Dil ki tarah se aaj mile hain
Kaise bhala chhootenge kabhi
Teri baahon mein beeti har shaam
Bewafa yeh bhi kya yaad nahin
Kya hua tera vaada woh kasam woh irada
Bhoolega dil jis din tumhein
Woh din zindagi ka aakhiri din hoga
Kya hua tera vaada woh kasam woh irada

O kehne waale mujhko farebi
Kaun farebi hai yeh bata
Woh jisne gham liya pyaar ki khatir
Ya jisne pyaar ko bech diya Nasha daulat ka aisa bhi kya
Ke tujhe kuchh bhi yaad nahin
Kya hua tera vaada woh kasam woh irada
Bhoolega dil jis din tumhein
Woh din zindagi ka aakhiri din hoga
Kya hua tera vaada woh kasam woh irada