Koi Na Koi Chahiye Lyrics - Deewana




Koi Na Koi Chahiye Lyrics from Deewana is Hindi song sung by Vinod Rathod. Koi Na Koi Chahiye song lyrics are written by Sameer, its music is given by Nadeem-Shravan. Deewana is a 1992 Hindi movie starring Divya Bharti, Rishi Kapoor and Shah Rukh Khan.

Koi Na Koi Chahiye Lyrics - Deewana

Koi Na Koi Chahiye Song Detail


Song: Koi Na Koi Chahiye
Album: Deewana (1992)
Singer: Vinod Rathod
Musician: Nadeem-Shravan
Lyricist: Sameer
Star Cast: Divya Bharti, Rishi Kapoor, Shah Rukh Khan etc.

Koi Na Koi Chahiye Lyrics

Koi na koi chahiye pyar karne wala
Koi na koi chahiye pyar karne wala
Koi na koi chahiye humpe marne wala

Dil-o-jaan lutayenge
Hum to usi pal
Sath mein bitayenge
Shaam-o-sehar
Shaam-o-sehar o mere yaara

Koi na koi chahiye pyar karne wala
Pyar karne wala
Pyar karne wala
Koi na koi chahiye humpe marne wala
Humpe marne wala
Humpe marne wala

Us chaand ke tukde ko
Seene se laga lunga
Us reshmi mukhde ko
Aankhon mein chhupa lunga

Us chaand ke tukde ko
Seene se laga lunga
Us reshmi mukhde ko
Aankhon mein chhupa lunga
Deewana mujhsa na milega usko
Is zameen se leke saare aasmaan tak

Koi na koi chahiye pyar karne wala
Koi na koi chahiye
Humpe marne wala
Humpe marne wala
Humpe marne wala

Na meri koi manzil
Na mera hai thikana
Maine to yaaron seekha
Kaanton se dil lagana

Na meri koi manzil
Na mera hai thikana
Maine to yaaron seekha
Kaanton se dil lagana

Ulfat ka main deewana hoon
Duniya se main begana
Baahon mein aasmaan hai
Kadmon mein hai zamana

Koi na koi chahiye pyar karne wala
Koi na koi chahiye humpe marne wala

Dil-o-jaan lutayenge
Hum to usi pal
Sath mein bitayenge
Shaam-o-sehar
Shaam-o-sehar o mere yaara

Koi na koi chahiye pyar karne wala
Koi na koi chahiye humpe marne wala
Humpe marne wala