Kitna Pyara Tujhe Rab Ne Banaya Lyrics - Raja Hindustani
Kitna Pyara Tujhe Rab Ne Banaya Lyrics from Raja Hindustani is Hindi song in the voices of Alka Yagnik, Udit Narayan. Kitna Pyara Tujhe Rab Ne Banaya song lyrics are written by Sameer, its music is given by Nadeem Shravan. Raja Hindustani is a 1996 action, comedy, drama, musical, romantic Hindi movie starring Aamir Khan, Karisma Kapoor, Suresh Oberoi, Farida Jalal and Kalpana Iyer. It is directed by Dharmesh Darshan and produced by Bunty Soorma, Karim Morani, Ali Morani. Lyrics of Kitna Pyara Tujhe Rab Ne Banaya song is given below.

Kitna Pyara Tujhe Rab Ne Banaya Song Detail
Song: Kitna Pyara Tujhe Rab Ne Banaya
Album: Raja Hindustani (1996)
Singer: Alka Yagnik, Udit Narayan
Musician: Nadeem Shravan
Lyricist: Sameer
Star Cast: Aamir Khan, Karisma Kapoor, Suresh Oberoi, Farida Jalal, Kalpana Iyer etc.
Director: Dharmesh Darshan
Kitna Pyara Tujhe Rab Ne Banaya Lyrics
Jee kare dekhta rahun
Kya?
Kitna pyara tujhe rab ne banaya
Ho kitna pyara tujhe rab ne banaya
Jee kare dekhta rahun
Ho kitna sohna tujhe rab ne banaya
Kitna sohna tujhe rab ne banaya
Jee kare dekhta rahun
Tu hai pagal, tu hai jokar, tu hai dilbar jaani
Tu hai pagal, tu hai jokar, tu hai dilbar jaani
Sabse pyara mera yaara raja hindustani
Ho kitna pyara tujhe rab ne banaya
Jee kare dekhta rahun
Ho kitna sohna tujhe rab ne banaya
Jee kare dekhta rahun
Ambar se aayi hai pariyon ki rani Dekh jise hoti hai sabko hairani x (2)
Sundar sa mukhda hai phoolon ke jaisa
Hoga na duniya mein koi aisa
Kitna seedha, kitna sachcha
Mera raja kitna achcha
Mujhko to achchi lagti hai teri har nadani
Mujhko to achchi lagti hai teri har nadani
Sabse pyara mera yaara raja hindustani
Ho kitna pyara tujhe rab ne banaya
Jee kare dekhta rahun
Ho kitna sohna tujhe rab ne banaya
Jee kare dekhta rahun
Koyal ke jaisi hai teri yeh boli
Murat ke jaisi hai surat yeh bholi x (2)
Baagon mein jao na dil mera ghabraye
Pairon mein kanta koyi haye na chubh jaaye
Main deewani ho na jaaun
Teri baaton mein kho na jaaun
Udta baadal behta paani bole rut mastani
Udta baadal behta paani bole rut mastani
Kya?
Sabse pyara mera yaara raja hindustani
Ho kitna pyara tujhe rab ne banaya
Ho kitna sohna tujhe rab ne banaya
Jee kare dekhta rahun
Tu hai pagal, tu hai jokar, tu hai dilbar jaani
Sabse pyara mera yaara raja hindustani
Ho kitna pyara tujhe rab ne banaya
Jee kare dekhta rahun
Jee kare dekhta rahun
Ha ha ha joker