Kasme Waade Pyar Wafa Lyrics - Upkar


Kasme Waade Pyar Wafa Lyrics from movie Upkar (1967) is written by Indeevar and sung by Manna Dey. Its music composition is scored by Kalyanji and Anandji. Upkar is a 1967 Hindi movie starring Manoj Kumar, Asha Parekh and Pran.

Kasme Waade Pyar Wafa Lyrics - Upkar

Kasme Waade Pyar Wafa Song Detail


Song: Kasme Waade Pyar Wafa
Album: Upkar (1967)
Singer: Manna Dey
Musician: Kalyanji, Anandji
Lyricist: Indeevar
Star Cast: Manoj Kumar, Asha Parekh, Pran etc.

Kasme Waade Pyar Wafa Lyrics

Kasme waade pyar wafa sab
Baatein hain baaton ka kya
Kasme waade pyar wafa sab
Baatein hain baaton ka kya
Koi kisi ka nahin yeh jhoothe
Naate hain naaton ka kya
Kasme waade pyar wafa sab
Baatein hain baaton ka kya

Hoga maseeha
Hoga maseeha saamne tere

Phir bhi na tu bach paayega
Tera apna
Tera apna khoon hi aakhir
Tujhko aag lagayega
Aasman mein
Aasman mein udne wale
Mitti mein mil jaayega
Kasme waade pyar wafa sab
Baatein hain baaton ka kya

Sukh mein tere
Sukh mein tere sath chalenge
Dukh mein sab mukh modenge Duniya waale
Duniya waale tere bankar
Tera hi dil todenge
Dete hain
Dete hain bhagwan ko dhokha
Insan ko kya chhodenge

Kasme waade pyar wafa sab
Baatein hain baaton ka kya
Koi kisi ka nahin yeh jhoothe
Naate hain naaton ka kya
Kasme waade pyar wafa sab
Baatein hain baaton ka kya