Kashmir Ki Kali Hoon Main Lyrics - Junglee


Kashmir Ki Kali Hoon Main Lyrics from Junglee is sung by Lata Mangeshkar. Kashmir Ki Kali Hoon Main song lyrics are written by Hasrat Jaipuri while its music is given by Shankar Jaikishan. Junglee is a 1961 Hindi movie starring Shammi Kapoor, Saira Banu and Shashi Kala.

Kashmir Ki Kali Hoon Main Lyrics - Junglee

Kashmir Ki Kali Hoon Main Song Detail


Song: Kashmir Ki Kali Hoon Main
Album: Junglee (1961)
Singer: Lata Mangeshkar
Musician: Shankar Jaikishan
Lyricist: Hasrat Jaipuri
Star Cast: Shammi Kapoor, Saira Banu, Shashi Kala etc.

Kashmir Ki Kali Hoon Main Lyrics

Kashmir ki kali hoon main
Mujhse na rootho babu ji
Murjha gayi to phir na khilungi
Kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi

Kashmir ki kali hoon main
Mujhse na rootho babu ji
Murjha gayi to phir na khilungi
Kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi

Rangat meri bahaaron mein
Dil ki aag chanaron mein

Rangat meri bahaaron mein
Dil ki aag chanaron mein

Kuchh to humse baat karo
In behke gulzaron mein
Kuchh to humse baat karo
In behke gulzaron mein

Kashmir ki kali hoon main
Mujhse na rootho babu ji
Murjha gayi to phir na khilungi
Kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi

Pyaar pe gussa karte ho
Tera gussa humko pyara hai Pyaar pe gussa karte ho
Tera gussa humko pyara hai

Yehi ada ko kaatil hai
Jisne humko maara hai
Yehi ada ko kaatil hai
Jisne humko maara hai

Kashmir ki kali hoon main
Mujhse na rootho babu ji
Murjha gayi to phir na khilungi
Kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi

Arre Kashmir ki kali hoon main
Mujhse na rootho babu ji
Murjha gayi to phir na khilungi
Kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi

Chhodo ji naraji ko
Todo is khamoshi ko
Chhodo ji naraji ko
Todo is khamoshi ko

Aap ajab hain shekh ji
Samjhe na shehzadi ko
Aap ajab hain shekh ji
Samjhe na shehzadi ko

Kashmir ki kali hoon main
Mujhse na rootho babu ji
Murjha gayi to phir na khilungi
Kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi

Arre Kashmir ki kali hoon main
Mujhse na rootho babu ji
Murjha gayi to phir na khilungi
Kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi