Karti Hoon Tumhara Vrat Main Lyrics - Jai Santoshi Maa


Karti Hoon Tumhara Vrat Main Lyrics from Jai Santoshi Maa is Hindi song sung by Usha Mangeshkar. Karti Hoon Tumhara Vrat Main song lyrics are written by Kavi Pradeep, its music is given by C Arjun. Jai Santoshi Maa is a 1975 Hindi movie starring Kanan Kaushal, Bharat Bhushan and Ashish Kumar.

Karti Hoon Tumhara Vrat Main Lyrics - Jai Santoshi Maa

Karti Hoon Tumhara Vrat Main Song Detail


Song: Karti Hoon Tumhara Vrat Main
Album: Jai Santoshi Maa (1975)
Singer: Usha Mangeshkar
Musician: C. Arjun
Lyricist: Kavi Pradeep
Star Cast: Kanan Kaushal, Bharat Bhushan, Ashish Kumar etc.

Karti Hoon Tumhara Vrat Main Lyrics

Karti hoon tumhara vrat main
Sweekaar karo maa
Majhdhar mein main atki
Beda paar karo maa
Beda paar karo maa
Hey maa Santoshi maa Santoshi

Karti hoon tumhara vrat main
Sweekaar karo maa
Majhdhar mein main atki
Beda paar karo maa

Beda paar karo maa
Hey maa Santoshi maa Santoshi

Baithi hoon badi aasha se
Tumhare darbar mein
Baithi hoon badi aasha se
Tumhare darbar mein
Kyun roye tumhari beti
Is nirday sansaar mein

Palta do meri bhi kismat
Palta do meri bhi kismat
Chamatkar karo maa
Majhdhar mein main atki Beda paar karo maa
Beda paar karo maa
Hey maa Santoshi maa Santoshi

Mere liye to band hain
Duniya ki sab raahein
Mere liye to band hain
Duniya ki sab raahein
Kalyan mera ho sakta hai
Maa aap jo chahein

Chinta ki aag se mera
Chinta ki aag se mera
Uddhaar karo maa
Majhdhar mein main atki
Beda paar karo maa
Beda paar karo maa
Hey maa Santoshi maa Santoshi

Durbhagya ki deewar ko
Tum aaj hata do
Durbhagya ki deewar ko
Tum aaj hata do
Maateshwari wapas mere
Saubhagya ko la do

Ek abhagini naari se
Ek abhagini naari se
Kuchh pyar karo maa
Majhdhar mein main atki
Beda paar karo maa
Beda paar karo maa
Hey maa Santoshi maa Santoshi

Karti hoon tumhara vrat main
Sweekaar karo maa
Majhdhar mein main atki
Beda paar karo maa
Beda paar karo maa
Hey maa Santoshi maa Santoshi