Kaleje Mein Jo Lag Jaati - Kya Dilli Kya Lahore Lyrics


Kaleje Mein Jo Lag Jaati Lyrics: This song is from Vijay Raaz's film Kya Dilli Kya Lahore starring Vijay Raaz, Manu Rishi Chadha, Raj Zutshi and Vishwajeet Pradhan. It is sung by Ustad Hamid Ali Khan and music is scored by composers Sandesh Shandilya. Kya Dilli Kya Lahore is a 2014 Hindi movie starring Vijay Raaz, Manu Rishi Chadha and Raj Zutshi.

Kaleje Mein Jo Lag Jaati - Kya Dilli Kya Lahore Lyrics

Kaleje Mein Jo Lag Jaati Song Detail


Song: Kaleje Mein Jo Lag Jaati
Album: Kya Dilli Kya Lahore (2014)
Singer: Ustad Hamid Ali Khan
Musician: Sandesh Shandilya
Lyricist: Gulzar
Star Cast: Vijay Raaz, Manu Rishi Chadha, Raj Zutshi etc.

Kaleje Mein Jo Lag Jaati Lyrics

Kaleje mein jo lag jaati, to kya hota
Kaleje mein jo lag jati, to kya hota
Bina dushman, akela reh gaya hota
Bina dushman, akela rah gayaa hota

Tujhe tanhayi kha jaati
Tu pagal ho gaya hota
Tujhe tanhaayi kha jaati
Tu paagal ho gaya hota
Bina dushman, akela reh gaya hota
Bina dushman, akela rah gayaa hota

Aai aai re..
Aai aayi re..
Aai aai re..
Akela reh gaya hota

Akela kya karega koi sarhad ka..
Bina dushman na matlab ka, na maksad ka
Akela kyaa karega koyi sarhad ka..
Bina dushman na matlab ka, na maqsad ka
Lakeeren kheench kar
Tanha kabaddi khelta hota

Kaleje me jo lag jaati, to kya hota
Bina dushman, akela rah gaya hota Kaleje mein jo lag jaati, to kya hota
Bina dushman, akela reh gaya hota



More Lyrics From Kya Dilli Kya Lahore