Kal Ki Na Karo Baat Lyrics - Jangal Mein Mangal


Kal Ki Na Karo Baat Lyrics from Jangal Mein Mangal is Hindi song sung by Kishore Kumar. Kal Ki Na Karo Baat song lyrics are written by Neeraj, Hasrat Jaipuri, its music is given by Shankar Jaikishan. Jangal Mein Mangal is a 1972 Hindi movie starring Kiran Kumar, Reena Roy and Sonia Sahini.

Kal Ki Na Karo Baat Lyrics - Jangal Mein Mangal

Kal Ki Na Karo Baat Song Detail


Song: Kal Ki Na Karo Baat
Album: Jangal Mein Mangal (1972)
Singer: Kishore Kumar
Musician: Shankar Jaikishan
Lyricist: Neeraj, Hasrat Jaipuri
Star Cast: Kiran Kumar, Reena Roy, Sonia Sahini etc.

Kal Ki Na Karo Baat Lyrics

Kal ki na karo baat arre baat karo aaj ki

Kal ki na karo baat, baat karo aaj ki
Kal ki na karo baat, baat karo aaj ki
Yeh zindagi to jhoom ke gaane ke liye hai
Gaane ke liye hai

Kal ki na karo baat, baat karo aaj ki
Yeh zindagi to jhoom ke gaane ke liye hai
Gaane ke liye hai

Jeewan ke yeh din char
Bade pyaar se ghuzre

Ikraar se ghuzre
Kabhi takraar se ghuzre

Jeewan ke yeh din char
Bade pyaar se ghuzre
Ikraar se ghuzre
Kabhi takraar se ghuzre

Aur inki aag dil mein basane ke liye hai
Basane ke liye
Kal ki na karo baat, baat karo aaj ki
Yeh zindagi to jhoom ke gaane ke liye hai
Gaane ke liye hai

Iss raat ki subah na ho Yeh apni dua hai
Chhaya hua har dil par
Mohabbat ka nasha hai

Iss raat ki subah na ho
Yeh apni dua hai
Chhaya hua har dil par
Mohabbat ka nasha hai

Yeh raat saari raat jagane ke liye hai
Jagane ke liye
Kal ki na karo baat, baat karo aaj ki
Yeh zindagi to jhoom ke gaane ke liye hai
Gaane ke liye hai
Gaane ke liye hai