Kal Ke Apne Na Jaane Kyun Lyrics - Amanush
Kal Ke Apne Na Jaane Kyun Lyrics from the movie Amanush is sung by Asha Bhosle, its music is composed by Shyamal Mitra and lyrics are written by Indeevar. Amanush is a 1975 Hindi movie starring Sharmila Tagore, Uttam Kumar and Prema Narayan.
Kal Ke Apne Na Jaane Kyun Song Detail
Song: Kal Ke Apne Na Jaane Kyun
Album: Amanush (1975)
Singer: Asha Bhosle
Musician: Shyamal Mitra
Lyricist: Indeevar
Star Cast: Sharmila Tagore, Uttam Kumar, Prema Narayan etc.
Kal Ke Apne Na Jaane Kyun Lyrics
Kal ke apne na jaane kyun ho gaye aaj paraaye
Kal ke apne na jaane kyun ho gaye aaj paraaye
Reit ka sagar, pyar ka sapna pyasa hi tarsaaye
Kal ke apne na jaane kyun ho gaye aaj paraaye
Pyar mein kya kya rang bhare the
Likhi thi do taqdeerein
Pyar mein kya kya rang bhare the
Likhi thi do taqdeerein
Aayi jo andhi bankar mit gayi
Baadal ki tasveerein
Rang daag ban jaaye
Kal ke apne na jaane kyun ho gaye aaj paraaye
Dosh nahi hai toofanon ka maajhi hi le doobe
Dosh nahi hai toofanon ka maajhi hi le doobe
Deewanapan bankar reh gaye
Man ke yeh mansoobe
Taashon ka ghar kaam na aaye, bante hi gir jaye
Kal ke apne na jaane kyun ho gaye aaj paraaye
Reit ka sagar, pyar ka sapna pyasa hi tarsaaye
Kal ke apne na jaane kyun ho gaye aaj paraaye