Kahan Laya Mera Yaar Lyrics - Agnee


Kahan Laya Mera Yaar Lyrics from Agnee is Hindi song sung by Alka Yagnik, Suresh Wadkar and music is given by Laxmikant Pyarelal. Kahan Laya Mera Yaar song lyrics are written by Anand Bakshi. Agnee is a 1988 Hindi movie starring Mithun Chakraborty, Amrita Singh and Anupam Kher.

Kahan Laya Mera Yaar Lyrics - Agnee

Kahan Laya Mera Yaar Song Detail


Song: Kahan Laya Mera Yaar
Album: Agnee (1988)
Singer: Alka Yagnik, Suresh Wadkar
Musician: Laxmikant Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Mithun Chakraborty, Amrita Singh, Anupam Kher etc.

Kahan Laya Mera Yaar Lyrics

Ho kahan laya mera yaar pahadon mein
Kahan laya mera yaar pahadon mein
Mere lehanga haaye mera lehanga
Mera lehanga phans gaya jhadon mein
Kahan laya mera yaar pahadon mein
Mera lehanga phans gaya jhadon mein
Kahan laya mera yaar pahadon mein

Basti se door hain kitne
Hum tum majboor hain kitne
Basti se door hain kitne

Hum tum majboor hain kitne
Apna sanjog hai aisa
Yeh prem ka rog hai aisa
Yeh prem ka rog hai aisa

Koyi bachta hai ek hazaron mein
Koyi bachta hai ek hazaron mein
Mera lehanga phans gaya jhadon mein
Kahan laya mera yaar pahadon mein

Oye mat maar mat maar
Mat maar kamar ke thumke
Gir jayenge tere jhumke
Hat mat chhu mat chhu ang tu mera Udd jaaye rang na tera
Udd jaaye rang na tera
Kar door se baat isharon mein
Kar door se baat isharon mein
Mera lehanga phans gaya jhadon mein
Kahan laya mera yaar pahadon mein

Sawan ki bheegi raat ho tum
Jalti huyi barsaat ho tum
Sawan ki bheegi raat ho tum
Jalti huyi barsaat ho tum
Meethi si lagan lagi hai
Yeh kaisi agan jagi hai
Yeh kaisi agan jagi hai

Ho jaise chamke chaand sitaron mein
Ho jaise chamke chaand sitaron mein
Ho aisi cheez tu ek hazaron mein

Kahan laya mera yaar pahadon mein
Mere lehanga haaye mera lehanga
Mera lehanga phans gaya jhadon mein
Kahan laya mera yaar pahadon mein