Kabootar Ja Ja Ja Lyrics - Maine Pyar Kiya
Kabootar Ja Ja Ja Lyrics of Maine Pyar Kiya (1989): This is a lovely song from Maine Pyar Kiya starring Salman Khan, Bhagyashree, Alok Nath and Mohnish Bahl. It is sung by Lata Mangeshkar and S P Balasubramaniam and composed by Ram Laxman. Maine Pyar Kiya is a 1989 Hindi movie starring Salman Khan, Bhagyashree and Alok Nath.
Kabootar Ja Ja Ja Lyrics
Kabootar ja ja ja, kabutar ja ja ja
Kabootar ja ja ja, kabutar ja ja ja
Pehle pyar ki pehli chitthi
Pehle pyar ki pehli chitthi sajan ko de aa
Kabootar ja ja ja, kabutar ja ja ja
Kabootar ja ja ja, kabutar ja ja ja
Unse kehna jabse gaye tum
Main to adhoori lagti hu
In hothon pe chup si lagi
Na roti na hansti hu
Bhool huyi jo unheyn sataya
Bhool huyi jo unheyn sataya kaisa paap kiya
Kabootar ja ja ja, kabutar ja ja ja
Kabootar ja ja ja, kabutar ja ja, ja ja..
Man hi man mein unko apna
Sab kuchh maan chuki hu main
Woh kya hain, main kaun hu unki
Ab yeh jaan chuki hu main
Unko apne sath hi lana
Unko apne sath hi lana dil hi nahi lagta
Kabootar ja ja ja, kabutar ja ja ja
Kabootar ja ja ja, kabutar ja ja, ja ja..
Yahaan ka mausam bada hasin hai
Phir bhi pyar udaas hai
Unse kehna door sahi main
Dil to unhin ke paas hai
Tu yeh sandesha unko sunana
Tu yeh sandesha unko sunana
Main peechhe aaya
Kabootar ja ja ja, kabutar ja ja ja
Kabootar ja ja ja, kabutar ja ja ja
Jahaan bhi dekhun tumhi tum ho
Aur nazar na kuchh aaye
Dil yeh chaahe is alam mein
Kash zamana ruk jaaye
Aaj se pehle kabhi nahi thi
Aaj se pehle kabhi nahi thi itni hasin duniya
Kabootar ja ja ja, kabutar ja ja ja
Kabootar ja ja ja, kabutar ja ja, ja ja..
Kabootar Ja Ja Ja Song Detail
Song: Kabootar Ja Ja Ja
Album: Maine Pyar Kiya (1989)
Singer: Lata Mangeshkar, S. P. Balasubramaniam
Musician: Ram Laxman
Lyricist: Asad Bhopali
Star Cast: Salman Khan, Bhagyashree, Alok Nath etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana