Kabhi Kisi Ko Mukammal Jahan Nahi Milta Lyrics - Aahista Aahista
Kabhi Kisi Ko Mukammal Jahan Nahi Milta song from Aahista Aahista: This is a very well sung song by Bhupinder with nicely composed music by Khayyam. Kabhi Kisi Ko Mukammal Jahan Nahi Milta Lyrics are beautifully penned by Nida Fazli.
Kabhi Kisi Ko Mukammal Jahan Nahi Milta Lyrics
Kabhi kisi ko mukammal jahan nahi milta
Kabhi kisi ko mukammal jahan nahi milta
Kahin zameen to kahin aasman nahin milta
Kabhi kisi ko mukammal jahan nahi milta
Jise bhi dekhiye woh apne aap mein ghum hai
Jise bhi dekhiye woh apne aap mein ghum hai
Zuban mili hai magar hum-zuban nahin milta
Zuban mili hai magar hum-zuban nahin milta
Kabhi kisi ko mukammal jahan nahi milta
Bujha saka hai bhala kaun waqt ke shole
Bujha saka hai bhala kaun waqt ke shole
Yeh aisi aag hai jismein dhuaan nahin milta
Yeh aisi aag hai jismein dhuaan nahin milta
Kabhi kisi ko mukammal jahan nahi milta
Tere jahan mein aisa nahin ki pyaar na ho
Tere jahan mein aisa nahin ki pyaar na ho
Jahan ummeed ho iski wahan nahin milta
Jahan ummeed ho iski wahan nahin milta
Kabhi kisi ko mukammal jahan nahi milta
Kahin zameen to kahin aasman nahin milta
Kabhi kisi ko mukammal jahan nahi milta
Kabhi Kisi Ko Mukammal Jahan Nahi Milta Song Detail
Song: Kabhi Kisi Ko Mukammal Jahan Nahi Milta
Album: Aahista Aahista (1980)
Singer: Bhupinder
Musician: Khayyam
Lyricist: Nida Fazli
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana