Jo Pyaar Karta Hai Lyrics - Yeh Raaste Hain Pyaar Ke


Jo Pyaar Karta Hai Lyrics from Yeh Raaste Hain Pyaar Ke (2001): This is a lovely song from Yeh Raaste Hain Pyaar Ke starring Madhuri Dixit, Preity Zinta, Vikram Gokhale and Kiran Kumar. It is sung by Kavita Krishnamurthy, Anuradha Paudwal and Manohar Shetty and composed by Sanjeev Darshan. Yeh Raaste Hain Pyaar Ke is a 2001 Hindi movie starring Madhuri Dixit, Preity Zinta and Vikram Gokhale.

Jo Pyaar Karta Hai Lyrics - Yeh Raaste Hain Pyaar Ke

Jo Pyaar Karta Hai Song Detail


Song: Jo Pyaar Karta Hai
Album: Yeh Raaste Hain Pyaar Ke (2001)
Singer: Kavita Krishnamurthy, Anuradha Paudwal, Manohar Shetty
Musician: Sanjeev Darshan
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Madhuri Dixit, Preity Zinta, Vikram Gokhale etc.

Jo Pyaar Karta Hai Lyrics

Kisi ki aankhon ka kajal ban jata hai
Kisi ki zulfon ka baadal ban jata hai
Kisi ke teeron ka ghayal ban jata hai
[Jo pyaar karta hai paagal ban jata hai
Paagal ban jata hai] x 2

Kisi ki aankhon ka kajal ban jata hai
Kisi ki zulfon ka baadal ban jata hai
Kisi ke teeron ka ghayal ban jata hai
[Jo pyaar karta hai paagal ban jata hai
Paagal ban jata hai] x 2

Pyaar mein jeena pyaar mein marna
Aaj hi kar lo jo hai karna
Der bahut ho jaayegi warna
Aaj ka din jo guzar gaya
To kal ban jata hai
Aaj ka din jo guzar gaya
To kal ban jata hai
Jo pyaar karta hai paagal ban jata hai
Paagal ban jata hai

Yaadein, umangein, armaan, sapne
Sabke yahan ghar apne apne
Yeh sach hai yeh mana sabne Shahar yeh dil ka ujade
To jangal ban jata hai
Shahar yeh dil ka ujade
To jangal ban jata hai
Jo pyaar karta hai paagal ban jata hai
Paagal ban jata hai

Dil deta hai jaan leta hai
Amrit mein vish bhar deta hai
Jeena mushkil kar deta hai
Pyaar kabhi har mushkil ka
Hal ban jata hai
Pyaar kabhi har mushkil ka
Hal ban jata hai
Jo pyaar karta hai paagal ban jata hai
Paagal ban jata hai

Kisi ki aankhon ka kajal ban jata hai
Kisi ki zulfon ka baadal ban jata hai
Kisi ke teeron ka ghayal ban jata hai
[Jo pyaar karta hai paagal ban jata hai
Paagal ban jata hai] x 3