Jiyo Jiyo Pyare Lyrics - Haathkadi

Jiyo Jiyo Pyare Lyrics from Haathkadi is Hindi song sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar and music is given by Bappi Lahiri. Jiyo Jiyo Pyare song lyrics are written by Majrooh Sultanpuri. Haathkadi is a 1982 Hindi movie starring Shatrughan Sinha, Reena Roy and Ranjeeta.

Jiyo Jiyo Pyare Lyrics - Haathkadi

Jiyo Jiyo Pyare Song Detail

Song: Jiyo Jiyo Pyare
Album: Haathkadi (1982)
Singer: Asha Bhosle, Kishore Kumar
Musician: Bappi Lahiri
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Star Cast: Shatrughan Sinha, Reena Roy, Ranjeeta etc.

Jiyo Jiyo Pyare Lyrics

Rang mehal ke rangeen nazare
Banthan ke baithe hain jaani hamare
Jiyo jiyo pyare kya thath hain tumhare
Hey jiyo jiyo pyare kya thath hain tumhare

Rang mehal ke rangeen nazare
Banthan ke baithe hain jaani hamare
Hey jiyo jiyo pyare kya thath hain tumhare
Hey jiyo jiyo pyare kya thath hain tumhare

Rang bhare phulwa ka lelo nazrana
Rang bhare phulwa ka lelo nazrana

Maghai mahobe ka pan suhana
Paan khao jaani to loot lo zamana
Hey paan khao jaani to loot lo zamana

Babu hamare paas chandi na sona
Aaye gaye hum jo pyaar ke maare
Hey jiyo jiyo pyare kya thath hain tumhare
Hey jiyo jiyo pyare kya thath hain tumhare

Rang mehal ke rangeen nazare
Banthan ke baithe hain jaani hamare
Hey jiyo jiyo pyare kya thath hain tumhare
Hey jiyo jiyo pyare kya thath hain tumhare

Ho ore sun chhore thode gham bhi gore Gore gore gore kaahe itna haha itraye hoho
Kabhi humse bhi aake milo re
Thoda to socho thoda to samjho
Hamri haseena tumko pukare
Ho jiyo jiyo pyare kya thath hain tumhare
Hey jiyo jiyo pyare kya thath hain tumhare

Rang mehal ke rangeen nazare
Banthan ke baithe hain jaani hamare
Hey jiyo jiyo pyare kya thath hain tumhare
Hey jiyo jiyo pyare kya thath hain tumhare

Naam banarsi mera sunte ho babua
Naam banarsi mera sunte ho babua
Phir bhi kisi ka main to lagua na bhagua
Aisa kabhi pyaar se cahlega hamra jadua
Aisa kabhi pyaar se cahlega hamra jadua
Kaise aise

Tumhre gale se yeh baahon ka phanda
Tumhre gale se yeh baahon ka phanda
Utre nahi koyi lakh utare