Jiske Sapne Hame Roz Aate Rahe Lyrics - Geet


Jiske Sapne Hame Roz Aate Rahe Lyrics from Geet is Hindi song in the voices of Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor. Jiske Sapne Hame Roz Aate Rahe song lyrics are written by Hasrat Jaipuri, its music is given by Kalyanji Anandji. Geet is a 1970 Hindi movie starring Rajendra Kumar and Mala Sinha.

Jiske Sapne Hame Roz Aate Rahe Lyrics - Geet

Jiske Sapne Hame Roz Aate Rahe Song Detail


Song: Jiske Sapne Hame Roz Aate Rahe
Album: Geet (1970)
Singer: Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor
Musician: Kalyanji Anandji
Lyricist: Hasrat Jaipuri
Star Cast: Rajendra Kumar, Mala Sinha etc.

Jiske Sapne Hame Roz Aate Rahe Lyrics

Jiske sapne hame roz aate rahe
Dil lubhaate rahe
Yeh bata do bata do
Yeh bata do kahin tum
Wohi to nahi wohi to nahi

Ho jiske sapne hame roz aate rahe
Dil lubhaate rahe
Yeh bata do kahin tum wohi to nahi
Wohi to nahi

Jab bhi jharnon se maine suni raagini

Jab bhi jharnon se maine suni raagini
Main yeh samjha tumhari hi paayal baji
Ho jiski paayal pe
Ho jiski paayal pe hum dil lutaate rahe
Jaan lutaate rahe
Yeh bata do kahin tum wohi to nahi
Wohi to nahi

Jiske roz roz geet hum gaate rahe
Gungunate rahe
Yeh bata do kahin tum wohi to nahi
Wohi to nahi

Jab bhi thandi hawa gungunati chali Jab bhi thandi hawa gungunati chali
Main yeh samjhi tumhari murli baji
Ho jiski murli pe
Ho jiski murli pe hum lehrate rahe
Balkhate rahe
Yeh bata do kahin tum wohi to nahi
Wohi to nahi

Ho jiske sapne hame roz aate rahe
Dil lubhaate rahe
Yeh bata do kahin tum wohi to nahi
Wohi to nahi

Ye mehakte behakte huye raaste
Khul gaye aap hi pyaar ke vaaste
De rahi hai pata madd bhari wadiyan
Jaise pahle bhi hum tum mile hon yahan
Ho kitne janmon se
Ho kitne janmon se jisko bulaate rahe
Aazmaate rahe
Yeh bata do kahin tum wohi to nahi
Wohi to nahi

Ho jiske sapne hame roz aate rahe
Dil lubhaate rahe
Yeh bata do kahin tum wohi to nahi
Wohi to nahi
Ho tum wohi to nahi
Ho tum wohi to nahi
Wohi to nahi wohi to nahi