Jhoole Mein Pawan Ke Aai Bahar Lyrics - Baiju Bawra
Jhoole Mein Pawan Ke Aai Bahar Lyrics of Baiju Bawra (1952) is penned by Shakeel Badayuni, it's composed by Naushad and sung by Mohammad Rafi and Lata Mangeshkar. Baiju Bawra is a 1952 Hindi movie starring Bharat Bhushan, Meena Kumari and B M Vyas.
Jhoole Mein Pawan Ke Aai Bahar Lyrics
Jhoole mein pawan ke aai bahar
Nainon mein naya rang laai bahar
Pyar chhalke, ho pyar chhalke
Ho dole man mora sajna
Dole man mora ho jee ho
Dole man mora sajna
Choonariya baar-baar dhalke
Jhoole mein pawan ke aai bahar
Pyar chhalke, ho pyar chhalke
Ho meri taan se ooncha tera jhoolna gori
Ho meri taan se ooncha tera jhoolna gori
Mere jhoolne ke sang tere pyar ki dori
Mere jhoolne ke sang tere pyar ki dori
Tu hai jeewan singar, pyar chhalke
Jhoole mein pawan ke aai bahar
Pyar chhalke, ho pyar chhalke
Baadal jhoom ke aaye, gaagar pyar ki laaye
Baadal jhoom ke aaye, gaagar pyar ki laaye
Koyal kookti jaaye, ban mein mor bhi gaaye
Koyal kookti jaaye, ban mein mor bhi gaaye
Chhedein hum-tum malhar, pyar chhalke
Haan chhedein hum-tum malhar
Jhoole mein pawan ke aai bahar
Nainon mein naya rang laayi bahaar
Pyar chhalke, ho pyar chhalke
Ho ho pyar chhalke, ho ho pyar chhalke
Jhoole Mein Pawan Ke Aai Bahar Song Detail
Song: Jhoole Mein Pawan Ke Aai Bahar
Album: Baiju Bawra (1952)
Singer: Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
Musician: Naushad
Lyricist: Shakeel Badayuni
Star Cast: Bharat Bhushan, Meena Kumari, B M Vyas etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana