Jeevan Dor Tumhi Sang Bandhi Lyrics - Sati Savitri


Jeevan Dor Tumhi Sang Bandhi Lyrics from Sati Savitri is Hindi song sung by Lata Mangeshkar and music is given by Laxmikant Pyarelal. Jeevan Dor Tumhi Sang Bandhi song lyrics are written by Bharat Vyas.

Jeevan Dor Tumhi Sang Bandhi Lyrics - Sati Savitri

Jeevan Dor Tumhi Sang Bandhi Song Detail


Song: Jeevan Dor Tumhi Sang Bandhi
Album: Sati Savitri (1964)
Singer: Lata Mangeshkar
Musician: Laxmikant Pyarelal
Lyricist: Bharat Vyas

Jeevan Dor Tumhi Sang Bandhi Lyrics

Jeevan dor tumhi sang bandhi
Jeevan dor tumhi sang bandhi
Kya todenge is bandhan ko
Jag ke tufaan aandhi re aandhi
Jeevan dor tumhi sang bandhi
Jeevan dor tumhi sang bandhi

Ho na sake kabhi hum tum nyare
Ho na sake kabhi hum tum nyare
Do tan hain ek praan humare
Chahe mile path mein andhiyare

Chahe ghire hon baadal taare
Phir bhi rahungi tumhari tumhari
Jeevan dor tumhi sang bandhi
Jeevan dor

Yoon ghul mil rehna jeevan mein
Jaise rahe kajra akhiyan mein
Teri chhavi chhaayi rahe man mein
Tera hi naam rahe dhadkan mein

Tere daras ki main pyasi re pyasi
Jeevan dor tumhi sang bandhi
Jeevan dor tumhi sang bandhi

Kaisa mujhe vardaan mila hai Kaisa mujhe vardaan mila hai
Tum kya mile bhagwan mila hai
Ab to janam bhar sang rahega
Is mehandi ka rang rahega

Tere charan ki main daasi re daasi
Jeevan dor tumhi sang bandhi
Jeevan dor tumhi sang bandhi