Jeene Ke Bahane Lakhon Hain Lyrics - Khoon Bhari Maang


Jeene Ke Bahane Lakhon Hain song belongs to the Harish Khalri, Rakesh Roshan and Inayat's film Khoon Bhari Maang starring Kabir Bedi, Rekha, Shatrughan Sinha and Sonu Walia. Jeene Ke Bahane Lakhon Hain Lyrics are penned by Indeevar while this track is sung by Asha Bhosle. Khoon Bhari Maang is a 1988 Hindi movie starring Kabir Bedi, Rekha and Shatrughan Sinha.

Jeene Ke Bahane Lakhon Hain Lyrics - Khoon Bhari Maang

Jeene Ke Bahane Lakhon Hain Song Detail


Song: Jeene Ke Bahane Lakhon Hain
Album: Khoon Bhari Maang (1988)
Singer: Asha Bhosle
Musician: Rajesh Roshan
Lyricist: Indeevar
Star Cast: Kabir Bedi, Rekha, Shatrughan Sinha etc.

Jeene Ke Bahane Lakhon Hain Lyrics

Jeene ke bahane lakhon hain
Jeena tujhko aaya hi nahin
Koi bhi tera ho sakta hai
Kabhi toone apnaya hi nahin

Jeene ke bahane lakhon hain
Jeena tujhko aaya hi nahin
Koi bhi tera ho sakta hai
Kabhi toone apnaya hi nahin

Kyon dil mein tere armaan nahin
Duniya itni veeran nahin

Kyon dil mein tere armaan nahin
Duniya itni veeran nahin
Har taraf ujaale hain phir bhi
Har taraf ujaale hain phir bhi
Tere sath koi saya hi nahin
Koi bhi tera ho sakta hai
Kabhi toone apnaya hi nahin
Jeene ke bahane lakhon hain

Kya gham hai jiska ilaaj nahin
Kal na tha agar kya aaj nahin
Kya gham hai jiska ilaaj nahin
Kal na tha agar kya aaj nahin Har gham ka marham hota hai
Har gham ka marham hota hai
Dil toone dikhlaya hi nahin
Koi bhi tera ho sakta hai
Kabhi toone apnaya hi nahin
Jeene ke bahane lakhon hain

Tu dhoondh kahin jo karaar mile
Kisi mod pe bhi jo pyar mile
Tu dhoondh kahin jo karaar mile
Kisi mod pe bhi jo pyar mile
Pyase ko jaana padta hai
Pyase ko jaana padta hai
Sagar chal ke aaya hi nahin
Koi bhi tera ho sakta hai
Kabhi toone apnaya hi nahin
Jeene ke bahane lakhon hain

Jeene ke bahane lakhon hain
Jeena tujhko aaya hi nahin
Koi bhi tera ho sakta hai
Kabhi toone apnaya hi nahin
Kabhi toone apnaya hi nahin
Kabhi toone apnaya hi nahin