Jab Tak Hai Jaan Jaane Jahan Lyrics - Sholay
Jab Tak Hai Jaan Jaane Jahan Lyrics from Sholay is Hindi song sung by Lata Mangeshkar. Jab Tak Hai Jaan Jaane Jahan song lyrics are written by Anand Bakshi, its music is given by R D Burman. Sholay is a 1975 action, adventure, comedy, drama, romantic, thriller Hindi movie starring Amitabh Bachchan, Dharmendra, Hema Malini, Sanjeev Kumar and Amjad Khan. It is produced by G P Sippy and directed by Ramesh Sippy. Lyrics of Jab Tak Hai Jaan Jaane Jahan song is given below.

Jab Tak Hai Jaan Jaane Jahan Song Detail
Song: Jab Tak Hai Jaan Jaane Jahan
Album: Sholay (1975)
Singer: Lata Mangeshkar
Musician: R. D. Burman
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Amitabh Bachchan, Dharmendra, Hema Malini, Sanjeev Kumar, Amjad Khan etc.
Director: Ramesh Sippy
Jab Tak Hai Jaan Jaane Jahan Lyrics
Ho jab tak hai jaan jaane jahan
Main naachungi
Ho jab tak hai jaan jaane jahan
Main naachungi
Ho jab tak hai jaan jaane jahan
Main naachungi
Ho jab tak hai jaan jaane jahan
Main naachungi
Pyaar kabhi bhi marta nahi
Maut se bhi yeh darta nahi
Pyaar kabhi bhi marta nahi
Maut se bhi yeh darta nahi
Lut jayenge mit jayenge
Mar jayenge hum
Zinda rahegi humari daastan
Ho jab tak hai jaan jaane jahan
Main naachungi
Toot jaaye paayal to kya
Panv ho jayein ghayal to kya
Toot jaaye paayal to kya
Panv ho jayein ghayal to kya
Dil diya hai dil liya hai
Pyaar kiya hai to
Dena padega mohabbat ka imtehaan
Ho jab tak hai jaan jaane jahan
Main naachungi
Main naachungi
Main naachungi
Main naachungi
Yeh nazar jhuk sakti nahi
Yeh zubaan ruk sakti nahi
Yeh nazar jhuk sakti nahi
Yeh zubaan ruk sakti nahi
Main kahoongi gham sahoongi
Chup rahoongi kya
Bebas hoon lekin nahi main bezubaan
Ho jab tak hai jaan jaane jahan
Main naachungi
Ho jab tak hai jaan jaane jahan
Main naachungi
Main naachungi
Main naachungi
Main naachungi
Main naachungi