Jab Se Balam Ghar Aaye Lyrics - Awara


Jab Se Balam Ghar Aaye Lyrics from Awara is Hindi song sung by Lata Mangeshkar. Jab Se Balam Ghar Aaye song lyrics are written by Hasrat Jaipuri, its music is given by Shankar and Jaikishan. Awara is a 1951 Hindi movie starring Raj Kapoor, Nargis Dutt and Prithviraj Kapoor.

Jab Se Balam Ghar Aaye Lyrics - Awara

Jab Se Balam Ghar Aaye Song Detail


Song: Jab Se Balam Ghar Aaye
Album: Awara (1951)
Singer: Lata Mangeshkar
Musician: Shankar, Jaikishan
Lyricist: Hasrat Jaipuri
Star Cast: Raj Kapoor, Nargis Dutt, Prithviraj Kapoor etc.

Jab Se Balam Ghar Aaye Lyrics

Jab se balam ghar aaye
Jiyara machal machal jaaye
Jab se balam ghar aaye
Jiyara machal machal jaaye

Ho dil ne dil se kaha tha fasana
Dil ne dil se kaha tha fasana
Laut aaya hai ghuzra zamana
Ho laut aaya hai ghuzra zamana

Kushiyan sath sath laaye
Jiyara machal machal jaaye

Jab se balam ghar aaye
Jiyara machal machal jaaye

Ho laake aankhon se dil mein bithaun
Laake aankhon se dil mein bithaun
Muskura ke sitaare lutaun
Ho muskura ke sitaare lutaun

Asha jhoom jhoom gaaye
Jiyara machal machal jaaye
Jab se balam ghar aaye
Jiyara machal machal jaaye

Ho din hain apne mohabbat jawan hai
Din hain apne mohabbat jawan hai Unse aabaad mera jahan hai
Ho unse aabaad mera jahan hai

Man ke chor chale aaye
Jiyara machal machal jaaye
Jab se balam ghar aaye
Jiyara machal machal jaaye