Jaane Kyon Log Pyaar Karte Hain Lyrics - Dil Chahta Hai
Jaane Kyon Log Pyaar Karte Hain Lyrics from Dil Chahta Hai (2001): This is a lovely song from Dil Chahta Hai starring Aamir Khan, Akshaye Khanna, Saif Ali Khan and Preity Zinta. It is sung by Alka Yagnik and Udit Narayan and composed by Shankar Ehsaan Loy. Dil Chahta Hai is a 2001 drama, musical, romantic Hindi movie starring Aamir Khan, Akshaye Khanna, Saif Ali Khan, Preity Zinta and Ayub Khan. It is produced by Ritesh Sidhwani and directed by Farhan Akhtar. Lyrics of Jaane Kyon Log Pyaar Karte Hain song is given below.

Jaane Kyon Log Pyaar Karte Hain Song Detail
Song: Jaane Kyon Log Pyaar Karte Hain
Album: Dil Chahta Hai (2001)
Singer: Alka Yagnik, Udit Narayan
Musician: Shankar Ehsaan Loy
Lyricist: Javed Akhtar
Star Cast: Aamir Khan, Akshaye Khanna, Saif Ali Khan, Preity Zinta, Ayub Khan etc.
Director: Farhan Akhtar
Jaane Kyon Log Pyaar Karte Hain Lyrics
Jaane kyon log pyaar karte hain
Jaane kyon woh kisi pe marte hain
Jaane kyon log pyaar karte hain
Jaane kyon woh kisi pe marte hain
Jaane kyon.. jaane kyon!
Jaane kyon! jaane kyon! jaane kyon!
Pyaar mein sochiye to bas gham hai
Pyaar mein jo sitam bhi ho kam hai
Pyaar mein sar jhukana padta hai
Dard mein muskurana padta hai
Zehar kyon zindagi mein bharte hain
Jaane kyon woh kisi pe marte hain
Jaane kyon.. jaane kyon!
Jaane kyon! jaane kyon! jaane kyon!
Pyaar bin jeene mein rakha kya hai
Pyaar jisko nahin woh tanha hai
Pyaar bin jeene mein rakha kya hai
Pyaar jisko nahin woh tanha hai
Pyaar sau rang leke aata hai
Pyaar hi zindagi sajata hai
Log chhup chhup ke pyaar karte hain
Jaane kyon saaf kehte darte hain
Jaane kyon.. jaane kyon!
Ho jaane kyon! jaane kyon! jaane kyon!
Pyaar bekaar ki musibat hai
Pyaar har tarah khoobsurat hai
Ho.. pyaar se hum door hi achchhe
Arre pyaar ke sab roop hain sachche
Ho.. pyaar ke ghaat jo utarte hain
Doobte hain na woh ubharte hain
Jaane kyon.. jaane kyon!
Pyaar to khair sabhi karte hain
Jaane kyon aap hi mukarte hain
Jaane kyon.... jaane kyon!
Jaane kyon! jaane kyon! jaane kyon!