Ja Sanam Mujhko Hai Pyaar Pe Aitbaar Lyrics - Na Tum Jaano Na Hum
Ja Sanam Mujhko Hai Pyaar Pe Aitbaar Lyrics from movie Na Tum Jaano Na Hum. Lyrics of this lovely song Ja Sanam Mujhko Hai Pyaar Pe Aitbaar is nicely written by Anand Bakshi while music of Rajesh Roshan is very good. Na Tum Jaano Na Hum is a 2002 Hindi movie starring Saif Ali Khan, Hrithik Roshan and Esha Deol.
Ja Sanam Mujhko Hai Pyaar Pe Aitbaar Lyrics
Ja sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar
Main karoongi tera intezar
Ja sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar
Main karoongi tera intezar
Main itni door chala jaaunga
Tujhe yaad bhi na aaunga
Yeh baat hai aur jaanam ke
Tujhe main bhool na paaunga
Ja sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar
Main karoongi tera intezar
Ja magar mud ke tu dekh le ek baar
Main karoongi tera intezar
Main itni door chala jaaunga
Tujhe yaad bhi na aaunga
Yeh baat hai aur jaanam ke
Tujhe main bhool na paaunga
Tumse hi thi meri zindagi
Lekin yeh kya hua
Tumse hi thi meri zindagi
Lekin yeh kya hua
Tum bin bhi main jee raha hoon
Main kaisa hoon bewafa
Ja sanam aayegi phir laut ke yeh bahaar
Main karoongi tera intezar
Haan sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar
Main karoongi tera intezar
Main itni door chala jaaunga
Tujhe yaad bhi na aaunga
Yeh baat hai aur jaanam ke
Tujhe main bhool na paaunga
Main itni door chala jaaunga
Tujhe yaad bhi na aaunga
Shayad kabhi kahin tumhein meri mile khabar
Shayad kabhi kahin tumhein meri mile khabar
Kar lena yaad bas mujhe mumkin ho yeh agar
Ja sanam tere saath meri jaan hai mere yaar
Main karoongi tera intezar
Ja sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar
Main karoongi tera intezar
Main itni door chala jaaunga
Tujhe yaad bhi na aaunga
Yeh baat hai aur jaanam ke
Tujhe main bhool na paaunga
Ja Sanam Mujhko Hai Pyaar Pe Aitbaar Song Detail
Song: Ja Sanam Mujhko Hai Pyaar Pe Aitbaar
Album: Na Tum Jaano Na Hum (2002)
Singer: Sneha Pant, Kamaal Khan
Musician: Rajesh Roshan
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Saif Ali Khan, Hrithik Roshan, Esha Deol etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana