Ja Ja Ja Mujhe Na Ab Yaad Aa Lyrics - Prem Nagar


Ja Ja Ja Mujhe Na Ab Yaad Aa Lyrics from Prem Nagar: Ja Ja Ja Mujhe Na Ab Yaad Aa is a beautiful hindi song from 1974 bollywood film Prem Nagar. This song is composed by S. D. Burman. Kishore Kumar has sung this song. Its lyrics are written by Anand Bakshi. Prem Nagar is a 1974 Hindi movie starring Rajesh Khanna, Hema Malini and Prem Chopra.

Ja Ja Ja Mujhe Na Ab Yaad Aa Lyrics - Prem Nagar

Ja Ja Ja Mujhe Na Ab Yaad Aa Song Detail


Song: Ja Ja Ja Mujhe Na Ab Yaad Aa
Album: Prem Nagar (1974)
Singer: Kishore Kumar
Musician: S. D. Burman
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Rajesh Khanna, Hema Malini, Prem Chopra etc.

Ja Ja Ja Mujhe Na Ab Yaad Aa Lyrics

Khaali ghar ki deewaron pe
Sheeshe ki tasveerein hain
Main yeh tod ke rakh doonga
Yeh yaadon ki zanjeerein hain

Ja ja ja mujhe na ab yaad aa
Ja ja ja mujhe na ab yaad aa
O.. mujhe bhool jaane de, jaane de
Ja ja ja mujhe na ab yaad aa

Mere labon pe yeh kahani kyon rahe
Mere labon pe yeh kahani kyon rahe

Tu na rahi teri nishani kyon rahe
Yeh jawani kyon rahe
Zindgani kyon rahe..
Ja ja ja mujhe na ab yaad aa
Mujhe bhool jaane de, jaane de
Ja ja ja mujhe na ab yaad aa

Ujdaa mahal yeh veeranon ki tarah...
Ujdaa mahal yeh veeranon ki tarah
Ismein phiroon main deewano ki tarah
Anjanon ki tarah
Beganon ki tarah..
Ja ja ja mujhe na ab yaad aa O.. mujhe bhool jaane de, jaane de
Ja ja..