Ishwar Allah Tere Jahaan Mein Lyrics - 1947 Earth


Ishwar Allah Tere Jahaan Mein Lyrics from 1947 Earth (1999) is penned by Javed Akhtar, it's composed by A R Rahman and sung by Sujata Mohan and Anuradha Sargam. 1947 Earth is a 1999 Hindi movie starring Aamir Khan, Nandita Dass and Rahul Khanna.

Ishwar Allah Tere Jahaan Mein Lyrics - 1947 Earth

Ishwar Allah Tere Jahaan Mein Song Detail


Song: Ishwar Allah Tere Jahaan Mein
Album: 1947 Earth (1999)
Singer: Sujata Mohan, Anuradha Sargam
Musician: A. R. Rahman
Lyricist: Javed Akhtar
Star Cast: Aamir Khan, Nandita Dass, Rahul Khanna etc.

Ishwar Allah Tere Jahaan Mein Lyrics

Ishwar Allah tere jahaan mein
Nafrat kyun hai, jang hai kyun
Tera dil to itna bada hai
Insan ka dil tang hai kyun

Ishwar Allah tere jahaan mein
Nafrat kyun hai, jang hai kyun
Tera dil to itna bada hai
Insan ka dil tang hai kyun

Kadam kadam par sarhad kyun hai
Saari zameen jo teri hai

Suraj ke phere karati hai
Phir bhii kitni andheri hai
Is duniya ke daaman par
Insan ke lahu ka rang hai kyun

Ishwar Allah tere jahaan mein
Nafrat kyun hai, jang hai kyun
Tera dil to itna bada hai
Insan ka dil tang hai kyun

Ishwar Allah tere jahaan mein
Nafrat kyun hai, jang hai kyun
Tera dil to itna bada hai
Insan ka dil tang hai kyun

Goonj rahi hain kitni cheekhein
Pyaar ki baatein kaun sune
Toot rahe hain kitne sapne
Inke tukde kaun chune
Dil ke darwazon par taale
Taalon par yeh zang hai kyun

Ishwar Allah tere jahaan mein
Nafrat kyun hai, jang hai kyun
Tera dil to itna bada hai
Insan ka dil tang hai kyun

More Lyrics From 1947 Earth