Ishq Mein Mere Rabba Jaane Main Kya Kar Jata Lyrics - Sanam


Ishq Mein Mere Rabba Jaane Main Kya Kar Jata Lyrics from Sanam: Ishq Mein Mere Rabba Jaane Main Kya Kar Jata is a beautiful hindi song from 1997 bollywood film Sanam. This song is composed by Anand and Milind. Kumar Sanu and Alka Yagnik has sung this song. Its lyrics are written by Sameer. Sanam is a 1997 Hindi movie starring Sanjay Dutt, Manisha Koirala and Vivek Mushran.

Ishq Mein Mere Rabba Jaane Main Kya Kar Jata Lyrics - Sanam

Ishq Mein Mere Rabba Jaane Main Kya Kar Jata Song Detail


Song: Ishq Mein Mere Rabba Jaane Main Kya Kar Jata
Album: Sanam (1997)
Singer: Kumar Sanu, Alka Yagnik
Musician: Anand, Milind
Lyricist: Sameer
Star Cast: Sanjay Dutt, Manisha Koirala, Vivek Mushran etc.

Ishq Mein Mere Rabba Jaane Main Kya Kar Jata Lyrics

Ishq mein mere rabba jaane main kya kar jata
Tujhse pyaar na karta to shayad main mar jata

Ishq mein mere rabba jaane main kya kar jaati
Tujhse pyaar na karti to shayad main mar jaati

Tere liye paagal deewane main jitni deewani thi
Tujhko apna maan liya tha duniya se begaani thi
Main to koraa kaagaz tu meri prem kahani thi
Saanson mein teri pyaas chhupi thi tu meri zindgani thi
Tere bina jeena nahin
Ishq mein mere rabba...

Kaise bataoon bin tere meri kaise raat guzarti thi
Khwaabon mein khoi rehti thi khud se baatein karti thi
Tere bina mere hothon pe aur kisi ka naam na tha
Ik bechaini si rehti thi aur kahin aaram na tha
Tu hai jahan main hoon wahin
Ishq mein mere rabba...