Is Jahan Ki Nahin Hain Tumhari Aankhen Lyrics - King Uncle
Is Jahan Ki Nahin Hain Tumhari Aankhen Lyrics of King Uncle (1993) is penned by Indeevar, it's composed by Rajesh Roshan and sung by Lata Mangeshkar and Nitin Mukesh. King Uncle is a 1993 Hindi movie starring Yunus Parvez, Jackie Shroff and Shahrukh Khan.
![Is Jahan Ki Nahin Hain Tumhari Aankhen Lyrics - King Uncle](https://www.lyricsoff.com/images/large-songs/is-jahan-ki-nahin-hain-tumhari-aankhen-8275.jpg)
Is Jahan Ki Nahin Hain Tumhari Aankhen Song Detail
Song: Is Jahan Ki Nahin Hain Tumhari Aankhen
Album: King Uncle (1993)
Singer: Lata Mangeshkar, Nitin Mukesh
Musician: Rajesh Roshan
Lyricist: Indeevar
Star Cast: Yunus Parvez, Jackie Shroff, Shahrukh Khan etc.
Is Jahan Ki Nahin Hain Tumhari Aankhen Lyrics
Is jahan ki nahin hain tumhari aankhen
Is jahan ki nahin hain tumhari aankhen
Aasman se yeh kisne utaari aankhen
Aaye hain hum jahan mein tumhare liye
Aaye hain hum jahan mein tumhare liye
Hain tumhare liye hi hamari aankhen
Is jahan ki nahin hain tumhari aankhen
Do jahan deke le loon to sasti hain yeh
Do jahan deke le loon to sasti hain yeh
Do jahan se bhi pyari tumhari aankhen
Do jahan se bhi pyari tumhari aankhen
Aasman se yeh kisne utaari aankhen
Aaye hain hum jahan mein tumhare liye
Hain tumhare liye hi hamari aankhen
Rehte ho aankhon mein tum hi ab din raat
Rehte ho aankhon mein tum hi ab din raat
Ab to ghar hai tumhara hamari aankhen
Ab to ghar hai tumhara hamari aankhen
Hain tumhare liye hi hamari aankhen
Is jahan ki nahin hain tumhari aankhen
Aasman se yeh kisne utaari aankhen
Duniya walon se rakhna bacha kar inhen
Duniya walon se rakhna bacha kar inhen
Na chura le koi yeh tumhari aankhen
Na chura le koi yeh tumhari aankhen
Aasman se yeh kisne utaari aankhen
Aaye hain hum jahan mein tumhare liye
Aaye hain hum jahan mein tumhare liye
Hain tumhare liye hi hamari aankhen
Is jahan ki nahin hain tumhari aankhen
Aasman se yeh kisne utaari aankhen
Hain tumhare liye hi hamari aankhen
Aasman se yeh kisne utaari aankhen
Hain tumhare liye hi hamari aankhen
Aasman se yeh kisne utaari aankhen
Hain tumhare liye hi hamari aankhen
Recently Added Songs
- Saaton Janam Mein Tere Lyrics - Ajay Devgn, Raveena Tandon
- Mauka Milega to Hum Bata Denge Lyrics - Dilwale
- Jo Tumhe Chahe Usko Satana Lyrics - Dilwale
- Main Benaam Ho Gaya Lyrics - Narendra Chanchal
- Ek Din Hasana Lyrics - Lata Mangeshkar
- Aa Raat Jaati Hai Lyrics - Amitabh Bachchan
- Tu Shama Main Parwana Tera Lyrics - Khiladi
- Hoke Man Aaj Magan Lyrics - Akshay Kumar
- Akhiyaan Milaoon Kabhi Lyrics - Madhuri Dixit, Sanjay Kapoor
- Nazrein Mili Dil Dhadka Lyrics - Madhuri Dixit, Sanjay Kapoor