Is Hirso Hawas Ki Duniya Mein Lyrics - Jab Pyar Kisi Se Hota Hai


Is Hirso Hawas Ki Duniya Mein Lyrics from Jab Pyar Kisi Se Hota Hai is Hindi song sung by Lata Mangeshkar and music is given by Shankar Jaikishan. Is Hirso Hawas Ki Duniya Mein song lyrics are written by Hasrat Jaipuri. Jab Pyar Kisi Se Hota Hai is a 1961 Hindi movie starring Dev Anand, Asha Parekh and Pran.

Is Hirso Hawas Ki Duniya Mein Lyrics - Jab Pyar Kisi Se Hota Hai

Is Hirso Hawas Ki Duniya Mein Song Detail


Song: Is Hirso Hawas Ki Duniya Mein
Album: Jab Pyar Kisi Se Hota Hai (1961)
Singer: Lata Mangeshkar
Musician: Shankar Jaikishan
Lyricist: Hasrat Jaipuri
Star Cast: Dev Anand, Asha Parekh, Pran etc.

Is Hirso Hawas Ki Duniya Mein Lyrics

Is hirso hawas ki duniya mein
Armaan badalte dekhe hain
Dhokha hai yahan laalach hai yahan
Imaan badalte dekhe hain

Wah wah wah wah

Daulat ke sunehre jaadu se
Aye dil yeh tadapna achha hai
Chandi ke khanakte sikkon par
Insaan badalte dekhe hain