Is Duniya Mein Prem Granth Lyrics - Prem Granth
Is Duniya Mein Prem Granth Lyrics from Prem Granth is sung by Vinod Rathod and Alka Yagnik. Is Duniya Mein Prem Granth song lyrics are written by Anand Bakshi while its music is given by Laxmikant Pyarelal. Prem Granth is a 1996 Hindi movie starring Shammi Kapoor, Rishi Kapoor and Madhuri Dixit.
Is Duniya Mein Prem Granth Lyrics
Prem granth, prem granth
Is duniya mein prem granth
Jab likha jayega
Is duniya mein
Is duniya mein prem granth
Jab likha jayega
Tera mera ho
Tera mera ho
Tera mera naam sabse upar aayega
Is duniya mein prem granth
Jab likha jayega
Is duniya mein prem granth
Jab likha jayega
Tera mera ho
Tera mera ho
Tera mera naam sabse upar aayega
Is duniya mein prem granth
Jab likha jayega
Is duniya mein
Band kali se phool bani main
Band kali se phool bani main
Aaj piya ne ang lagaya
Gori ke gore mukhde par
Prem ne apna rang lagaya
Ab main sajni
Tu mera saajan kehlayega
Is duniya mein prem granth
Jab likha jayega
Is duniya mein prem granth
Jab likha jayega
Ek anokhi anjaani si
Ek anokhi anjaani si
Mere man mein pyaas jagi hai
Baahar hai phoolon ka mausam
Dil ke andar aag lagi hai
Apne pyar ka sawan ab
Yeh aag bujaayega
Is duniya mein prem granth
Jab likha jayega
Is duniya mein prem granth
Jab likha jayega
Rok sake to rok le duniya
Rok sake to rok le duniya
Rukne wali baat nahi hai
Yeh koyi tufaan nahi hai
Yeh koyi barsaat nahi hai
Yeh hai pyar ka jaadu
Yeh jaadu chal jayega
Is duniya mein prem granth
Jab likha jayega
Is duniya mein prem granth
Jab likha jayega
Haan tera mera
To tera mera ho
Tera mera naam sabse upar aayega
Is duniya mein prem granth
Jab likha jayega
Is duniya mein prem granth
Jab likha jayega
Is duniya mein prem granth
Jab likha jayega
Prem granth, prem granth
Prem granth, prem granth
Is Duniya Mein Prem Granth Song Detail
Song: Is Duniya Mein Prem Granth
Album: Prem Granth (1996)
Singer: Vinod Rathod, Alka Yagnik
Musician: Laxmikant Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Shammi Kapoor, Rishi Kapoor, Madhuri Dixit etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana