Is Dil Mein Kya Hai Dhadkan Lyrics - Jab Pyar Kisi Se Hota Hai


Is Dil Mein Kya Hai Dhadkan Lyrics from Jab Pyar Kisi Se Hota Hai (1998) is penned by Anand Bakshi, it's composed by Jatin and Lalit and sung by Udit Narayan and Lata Mangeshkar. Jab Pyar Kisi Se Hota Hai is a 1998 Hindi movie starring Salman Khan, Twinkle Khanna and Anupam Kher.

Is Dil Mein Kya Hai Dhadkan Lyrics - Jab Pyar Kisi Se Hota Hai

Is Dil Mein Kya Hai Dhadkan Song Detail


Song: Is Dil Mein Kya Hai Dhadkan
Album: Jab Pyar Kisi Se Hota Hai (1998)
Singer: Lata Mangeshkar, Udit Narayan
Musician: Jatin, Lalit
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Salman Khan, Twinkle Khanna, Anupam Kher etc.

Is Dil Mein Kya Hai Dhadkan Lyrics

Is dil mein kya hai dhadkan
Dhadkan mein kya hai, sajan
Phoolon mein kya hai, khushboo
Aankhon mein kya hai jaadoo
Tu meri jaan hai, tu hi mera pyar
Tere liye hi main hoon beqarar

Haan is dil mein kya hai dhadkan
Dhadkan mein kya hai, sajan
Phoolon mein kya hai, khushboo
Aankhon mein kya hai jaadoo

Tu meri jaan hai, tu hi mera pyar
Tere liye hi main hoon beqarar
Is dil mein kya hai

Chhoo liya toone mujhko
Sara badan jal raha hai
Pyar mein zor kaisa
Koyi jaadoo sa bas chal raha hai
Pagal na main ho jaaoon
Is dil mein kya hai dhadkan
Dhadkan mein kya hai, sajan
Phoolon mein kya hai, khushboo
Aankhon mein kya hai jaadoo Tu meri jaan hai, tu hi mera pyar
Tere liye hi main hoon beqarar
Is dil mein kya hai

Thaam le meri baahein
Mausam jawan aur hasin hai
Kya karoon naam tera
Dil bhoolta hi nahi hai
Jagoon ya main so jaaoon
Is dil mein kya hai dhadkan
Dhadkan mein kya hai, sajan
Phoolon mein kya hai, khushboo
Aankhon mein kya hai jaadoo
Tu meri jaan hai, tu hi mera pyar
Tere liye hi main hoon beqarar

Is dil mein kya hai dhadkan
Dhadkan mein kya hai, sajan
Phoolon mein kya hai, khushboo
Aankhon mein kya hai jaadoo
Tu meri jaan hai, tu hi mera pyar
Tere liye hi main hoon beqarar