Humne Unke Mohalle Mein Lyrics - Izzat Ki Roti


Humne Unke Mohalle Mein Lyrics from Izzat Ki Roti is Hindi song in the voices of Alka Yagnik, Anupam Kher, Mohammed Aziz. Humne Unke Mohalle Mein song lyrics are written by Anjaan, its music is given by Bappi Lahiri. Izzat Ki Roti is a 1993 Hindi movie starring Sunny Deol, Rishi Kapoor and Juhi Chawla.

Humne Unke Mohalle Mein Lyrics - Izzat Ki Roti

Humne Unke Mohalle Mein Song Detail


Song: Humne Unke Mohalle Mein
Album: Izzat Ki Roti (1993)
Singer: Alka Yagnik, Anupam Kher, Mohammed Aziz
Musician: Bappi Lahiri
Lyricist: Anjaan
Star Cast: Sunny Deol, Rishi Kapoor, Juhi Chawla etc.

Humne Unke Mohalle Mein Lyrics

Aaye hai dar par tere hum
Baandh kar sar par kafan
Aa jayenge ab to tujhko
Sath lekar jaane man samjhe

Keh de khul ke keh de duniya walon se
Takrayein bekaar na hum dil walon se
Keh de khul ke keh de duniya walon se
Takrayein bekaar na hum dil walon se

Humne unke mohalle mein ghar le liya
Humne unke mohalle mein ghar le liya

Arre ho ghar le liya

Haan ghar le liya
Haan haan ghar le liya
Haan ghar le liya
Haan haan ghar le liya

Aankh toone milayi aag toone lagayi
Chain toone churaya neend toone udayi
Teri jawani hai tera zamana hai
Jo chahe tu zulm dha le
Jo chahe tu zulm dha le
Teri adaon ke hum to deewane hain
Jee bharke humko sata le Jee bharke humko sata le

Jab bhi aawaz denge
Tujhko aana padega
Jo bhi vaada kiya hai
Woh nibhana padega

Ho shaam sawere jo khidki khulegi
Halki si jhalki to unki milegi
Arre ho ghar le liya

Ho ishq aawaz de to husn kaise rukega
Is zaamne ke aage dil kabhi na jhukega
Aa tere liye saari duniya bhula doon
Dono jahan ko main thokar laga doon
Arre ho dil de diya

Main Girdhari nipat adhari
Chakkar kha gaya chakkardhari
Bhool ho gayi humse bhaari
Apni akal gayi thi maari

Hum tumko pehchan na paaye
Maafi de do Krishan Murari
Hum tumko pehchan na paaye
Maafi de do Krishan Murari

Main Girdhari nipat adhari
Chakkar kha gaya chakkardhari
Yeh Girdhari nipat adhari
Chakkar kha gaya chakkardhari

Hum bhi tumhare hain
Ghar bhi tumhara hai
Saara mohalla tumhara
Saara mohalla tumhara
Humko to khaane ka
Peene ka jeene ka
Tumne diya hai sahara

Kanya kunwari yeh ab hai tumhari
Tumne jaga di yeh kismat hamari
Arre ho ghar le liya

Keh de khul ke keh de duniya walon se
Takrayein bekaar na hum dil walon se
Humne tumko mohabbat mein dil de diya
Humne tere mohalle mein ghar le liya
Arre ho ghar le liya