Humne Sanam Ko Khat Likha Lyrics - Shakti


Humne Sanam Ko Khat Likha is a romantic song sung by Lata Mangeshkar beautifully. Anand Bakshi has written its superb lyrics while music composition is scored by R. D. Burman. We have its lyrics in english and hindi also. Shakti is a 1982 Hindi movie starring Dilip Kumar, Amitabh Bachchan and Raakhi.

Humne Sanam Ko Khat Likha Lyrics - Shakti

Humne Sanam Ko Khat Likha Song Detail


Song: Humne Sanam Ko Khat Likha
Album: Shakti (1982)
Singer: Lata Mangeshkar
Musician: R. D. Burman
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Dilip Kumar, Amitabh Bachchan, Raakhi etc.

Humne Sanam Ko Khat Likha Lyrics

Hamein bas yeh pata hai woh
Bahut hi khoobasoorat hai
Lifaafe ke liye lekin
Pate ki bhi zaroorat hai
Humne sanam ko khat likha
Humne sanam ko khat likha
Khat mein likha
Aye dilruba, dil ki gali, shehar-e-wafa
Humne sanam ko khat likha
Khat mein likha

Pahunche yeh khat jaane kahan
Jaane bane kya dastan
Pahunche yeh khat jaane kahan
Jaane bane kya dastan
Us par raqeebon ka yeh dar
Lag jaaye unke haath gar
Kitna bura anjaam ho
Dil muft mein badnaam ho
Aisa na ho, aisa na ho
Apne khuda se raat din
Maanga kiye hum yeh dua
Humne sanam ko Humne sanam ko khat likha
Khat mein likha
Aye dilruba, dil ki gali, shahar-e-wafa
Humne sanam ko khat likha
Khat mein likha

Peepal ka yeh patta nahin
Kagaz ka yeh tukda nahin
Peepal ka yeh patta nahin
Kagaz ka yeh tukda nahin
Is dil ke yeh armaan hai
Ismein hamaari jaan hai
Aisa gazab ho jaaye na
Raste mein yeh kho jaaye na
Humne badi taaqeed ki
Dala ise jab daak mein
Yeh daak babu se kaha
Humne sanam ko
Humne sanam ko khat likha
Khat mein likha
Aye dilruba, dil ki gali, shahar-e-wafa
Humne sanam ko khat likha
Khat mein likha

Barason jawaab-e-yaar ka
Dekha kiye hum rasta
Barason jawaab-e-yaar ka
Dekha kiye hum rasta
Ek din woh khat wapas mila
Aur daakiye ne yeh kaha
Is daak-khane mein nahin
Sare zamane mein nahin
Koi sanam is naam ka
Koi gali is naam ki
Koi shehar is naam ka
Hamne sanam ko
Humne sanam ko