Haye Rama Yeh Kya Hua Lyrics - Rangeela


Haye Rama Yeh Kya Hua Lyrics from Rangeela is Hindi song in the voices of Hariharan, Swarnlata. Haye Rama Yeh Kya Hua song lyrics are written by Mehboob, its music is given by A R Rahman. Rangeela is a 1995 Hindi movie starring Aamir Khan, Urmila Matondkar and Jackie Shroff.

Haye Rama Yeh Kya Hua Lyrics - Rangeela

Haye Rama Yeh Kya Hua Song Detail


Song: Haye Rama Yeh Kya Hua
Album: Rangeela (1995)
Singer: Hariharan, Swarnlata
Musician: A. R. Rahman
Lyricist: Mehboob
Star Cast: Aamir Khan, Urmila Matondkar, Jackie Shroff etc.

Haye Rama Yeh Kya Hua Lyrics

Haye rama yeh kya hua
Kyun aise humein satane lage
Tum itni pyaari ho samne
Hum kaabu mein kaise rahein
Jao humko to aati sharm hai
Teri aisi adaa pe to fida hum hain

Haye rama yeh kya hua
Kyun aise humein satane lage
Tum itni pyaari ho samne
Hum kaabu mein kaise rahein

Jao humko to aati sharm hai
Teri aisi adaa pe to fida hum hain

Tauba meri tauba yeh bhi kya sitam hai
Aisi zid karne lage
Jaane tumne kya kya socha aage aage
Hum to ab darne lage
Arre socha hai yeh ke raat aur din
Tujhe pyaar karenge hum
Darte ho kyun ho jaaneman
Mere pyaar se

Haye rama yeh kya hua
Kyun aise humein satane lage Tum itni pyaari ho samne
Hum kaabu mein kaise rahein
Jao humko to aati sharm hai
Teri aisi adaa pe to fida hum hain

Haye rama yeh kya hua
Kyun aise humein satane lage
Tum itni pyaari ho samne
Hum kaabu mein kaise rahein

Kaali kaali zulfein gori gori baahein
Mujhko tadpane lagi
Honth bheege bheege
Nasheeli yeh aankhein
Pyas ko jagane lagi

Chhodo bhi aisi baaton ko
Roko na raahon ko
Ho modo na meri baahon ko
Jaane do na

Haye rama yeh kya hua
Kyun aise humein satane lage
Tum itni pyaari ho samne
Hum kaabu mein kaise rahein
Jao humko to aati sharm hai
Teri aisi adaa pe to fida hum hain

Haye rama yeh kya hua
Kyun aise humein satane lage
Tum itni pyaari ho samne
Hum kaabu mein kaise rahein
Jao humko to aati sharm hai
Teri aisi adaa pe to fida hum hain