Gore Rang Pe Na Itna Gumaan Kar Lyrics - Roti


Gore Rang Pe Na Itna Gumaan Kar Lyrics from Roti: Listen to this song which is in the fabulous voice of Lata Mangeshkar and Kishore Kumar. Music of this song is composed by Laxmikant and Pyarelal and Gore Rang Pe Na Itna Gumaan Kar Lyrics are penned by Anand Bakshi. Roti is a 1974 Hindi movie starring Rajesh Khanna, Mumtaz and Nirupa Roy.

Gore Rang Pe Na Itna Gumaan Kar Lyrics - Roti

Gore Rang Pe Na Itna Gumaan Kar Song Detail


Song: Gore Rang Pe Na Itna Gumaan Kar
Album: Roti (1974)
Singer: Lata Mangeshkar, Kishore Kumar
Musician: Laxmikant, Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Rajesh Khanna, Mumtaz, Nirupa Roy etc.

Gore Rang Pe Na Itna Gumaan Kar Lyrics

Gore rang pe na itna gumaan kar
Gora rang do din mein dhal jaayega x (2)

Main shama hoon tu hai parwana
Main shama hoon tu hai parwana
Mujhse pehle tu jal jaayega

Gore rang pe na itna gumaan kar
Gora rang do din mein dhal jaayega

Ho roop mit jata hai
Yeh pyar aye dildar nahin mit-ta
Ho phool murajhane se

Gulzar o sarkar nahin mit-ta
Ho roop mit jata hai
Yeh pyar aye dildar nahin mit-ta
Kya baat kahi hai oye tauba
Kya baat kahi hai oye tauba
Yeh dil beimaan machal jaayega
Ho gore rang pe na itna gumaan kar
Gora rang do din mein dhal jaayega

O aapko hai aisa inkar
To yeh pyar yahin chhodo
Ho pyar ka mausam hai
Bekaar ki takraar yahin chhodo O aapko hai aisa inkar
To yeh pyar yahin chhodo
Hathon mein hath zara de-do
Hathon mein hath zara de-do
Baaton mein waqt nikal jaayega
Main shama hoon tu hai parwana
Mujhse pehle tu jal jaayega

Ho main tujhe kar daaloon
Masroor nashe mein choor to maanoge
Ho tumse main ho jaaoon
Khud door aye magroor ho maanoge
Ho main tujhe kar daaloon
Masroor nashe mein choor to maanoge
Tu lakh bacha mujhse daaman
Tu lakh bacha mujhse daaman
Yeh husn ka jaadu chal jaayega
Ho gore rang pe na itna gumaan kar
Gora rang do din mein dhal jaayega
Main shama hoon tu hai parwana
Main shama hoon tu hai parwana
Mujhse pehle tu jal jaayega