Ghar Se Masjid Hai Bahut Door Lyrics - Tamanna




Ghar Se Masjid Hai Bahut Door Lyrics of Tamanna: Ghar Se Masjid Hai Bahut Door is a beautiful hindi song from 1998 bollywood film Tamanna. This song is composed by Anu Malik. Sonu Nigam has sung this song. Its lyrics are written by Nida Fazli. Tamanna is a 1998 Hindi movie starring Pooja Bhatt, Paresh Rawal and Manoj Bajpayee.

Ghar Se Masjid Hai Bahut Door Lyrics

Ghar se masjid hai bahut door chalo, yoon kar lein
Kisi rote hue bachche ko hansaayaa jaaye
Ghar se masjid hai bahut door...

Hamsafar to koi waqt ke viraane mein - 2
Sooni aankhon mein - 2
Koi khwaab sajaya
Ghar se masjid hai bahut door...

Roshni ki bhi hifaazat hai ibadat ki tarah - 2
Bujhte sooraj se -2
Chaaraagon ko jalaya jaaye
Ghar se masjid hai bahut door...

Gam akela hai to saanson ko sataataa hai bahut - 2
Dard ko dard ka -2
Hamdard banaya jaaye
Ghar se masjid hai bahut door...

Ghar Se Masjid Hai Bahut Door Song Detail


Song: Ghar Se Masjid Hai Bahut Door
Album: Tamanna (1998)
Singer: Sonu Nigam
Musician: Anu Malik
Lyricist: Nida Fazli
Star Cast: Pooja Bhatt, Paresh Rawal, Manoj Bajpayee etc.