Gham Diye Mustaqil Kitna Nazuk Hai Dil Lyrics - Shahjehan


Gham Diye Mustaqil Kitna Nazuk Hai Dil Lyrics from Shahjehan: This is a very well sung song by K L Saigal with nicely composed music by Naushad. Lyrics of Gham Diye Mustaqil Kitna Nazuk Hai Dil are beautifully penned by Majrooh Sultanpuri. Shahjehan is a 1946 Hindi movie starring K L Sehgal, Ragini and Jairaj.

Gham Diye Mustaqil Kitna Nazuk Hai Dil Lyrics - Shahjehan

Gham Diye Mustaqil Kitna Nazuk Hai Dil Song Detail


Song: Gham Diye Mustaqil Kitna Nazuk Hai Dil
Album: Shahjehan (1946)
Singer: K. L. Saigal
Musician: Naushad
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Star Cast: K L Sehgal, Ragini, Jairaj etc.

Gham Diye Mustaqil Kitna Nazuk Hai Dil Lyrics

Gham diye mustaqil kitna nazuk hai dil
Yeh na jana
Haaye haaye yeh zalim zamana
De uthe daag lau unse aye maah-e-nau
Keh sunana
Haaye haaye yeh zalim zamana

Dil ke hathon se daaman chhudakar
Gham ki nazron se nazrein bachakar
Dil ke hathon se daaman chhudakar
Gham ki nazron se nazrein bachakar

Utha ke woh chal diye
Kehte hi reh gaye hum fasana
Haaye haaye yeh zalim zamana

Koyi meri yeh rooh daad dekhe
Yeh mohabbat ki bedaad dekhe
Koyi meri yeh rooh daad dekhe
Yeh mohabbat ki bedaad dekhe
Phunk raha hai jigar
Pad raha hai magar muskurana
Haaye haaye yeh zalim zamana
Gham diye mustaqil kitna nazuk hai dil
Yeh na jana Haaye haaye yeh zalim zamana