Ek Sunehri Sham Thi Lyrics - Aao Pyar Karen


Ek Sunehri Sham Thi Lyrics from Aao Pyar Karen (1964) is penned by Rajinder Krishan, it's composed by Usha Khanna and sung by Lata Mangeshkar. Aao Pyar Karen is a 1964 Hindi movie starring Joy Mukherjee, Saira Banu and Madhiv.

Ek Sunehri Sham Thi Lyrics - Aao Pyar Karen

Ek Sunehri Sham Thi Song Detail


Song: Ek Sunehri Sham Thi
Album: Aao Pyar Karen (1964)
Singer: Lata Mangeshkar
Musician: Usha Khanna
Lyricist: Rajinder Krishan
Star Cast: Joy Mukherjee, Saira Banu, Madhiv etc.

Ek Sunehri Sham Thi Lyrics

Ek sunehri sham thi
Ek sunehri sham thi, behki behki zindagi
Raah mein hum tum mile
Meri palkon ke tale aashiyan tera ban gaya
Ek sunehri sham

Do kadam milkar chale to faasle kam ho gaye
Do kadam milkar chale to faasle kam ho gaye
Pyar ne duniya badal di
Kya se kya hum ho gaye
Shole shabnam ho gaye

Ek sunehri sham thi, behki behki zindagi
Raah mein hum tum mile
Meri palkon ke tale aashiyan tera ban gaya
Ek sunehri sham

Sham to ab tak wohi hai, rang hai lekin juda
Sham to ab tak wohi hai, rang hai lekin juda
Jaane kis vaadi mein apna kafila gum ho gaya
Phir hai dil tanha mera
Ek sunehri sham thi, behki behki zindagi
Raah mein hum tum mile
Meri palkon ke tale aashiyan tera ban gaya
Ek sunehri sham