Ek Ghar Banaunga Tere Ghar Ke Samne Lyrics


Ek Ghar Banaunga Tere Ghar Ke Samne Lyrics from Tere Ghar Ke Samne is Hindi song in the voices of Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi. Ek Ghar Banaunga Tere Ghar Ke Samne song lyrics are written by Hasrat Jaipuri, its music is given by S D Burman. Tere Ghar Ke Samne is a 1963 Hindi movie starring Dev Anand, Nutan and Rajendra Nath.

Ek Ghar Banaunga Tere Ghar Ke Samne Lyrics

Ek Ghar Banaunga Tere Ghar Ke Samne Song Detail


Song: Ek Ghar Banaunga Tere Ghar Ke Samne
Album: Tere Ghar Ke Samne (1963)
Singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Musician: S. D. Burman
Lyricist: Hasrat Jaipuri
Star Cast: Dev Anand, Nutan, Rajendra Nath etc.

Ek Ghar Banaunga Tere Ghar Ke Samne Lyrics

Tere ghar ke samne
Ek ghar banaunga tere ghar ke samne
Duniya basaunga tere ghar ke samne
Ek ghar banaunga tere ghar ke samne

Ghar ka banana koyi aasan kaam nahi
Duniya basana koyi aasan kaam nahi
Dil mein wafayein hon to tufan kinara hai
Bijli hamare liye pyar ka ishara hai

Tann mann lutaunga tere ghar ke samne
Duniya basaunga tere ghar ke samne

Ek ghar banaunga tere ghar ke samne

Kehte hain pyar jise dariya hai aag ka
Ya phir nasha hai koyi jeewan ke raag ka
Dil mein jo pyar ho to aag bhi phool hai
Sachchi lagan jo ho to parbat bhi dhool hai

Taare sajaunga tere ghar ke samne
Duniya basaunga tere ghar ke samne
Ek ghar banaunga tere ghar ke samne

Kaanton bhare hain lekin chahat ke raste
Tum kya karoge dekhein ulfat ke vaaste
Ulfat mein taj chhoote
Yeh bhi tumhein yaad hoga Ulfat mein taj bane
Yeh bhi tumhein yaad hoga

Main bhi kuchh banaunga tere ghar ke samne
Dekhein
Duniya basaunga tere ghar ke samne

Ek ghar banaunga tere ghar ke samne
Duniya basaunga tere ghar ke samne
Ek ghar banaunga tere ghar ke samne
Duniya basaunga tere ghar ke samne
Ek ghar banaunga tere ghar ke samne