Ek Do Teen Aaja Mausam Hai Rangeen Lyrics - Awara
Ek Do Teen Aaja Mausam Hai Rangeen Lyrics from Awara (1951) is penned by Shailendra Singh, it's composed by Shankar and Jaikishan and sung by Shamshad Begum. Awara is a 1951 Hindi movie starring Raj Kapoor, Nargis Dutt and Prithviraj Kapoor.
Ek Do Teen Aaja Mausam Hai Rangeen Song Detail
Song: Ek Do Teen Aaja Mausam Hai Rangeen
Album: Awara (1951)
Singer: Shamshad Begum
Musician: Shankar, Jaikishan
Lyricist: Shailendra Singh
Star Cast: Raj Kapoor, Nargis Dutt, Prithviraj Kapoor etc.
Ek Do Teen Aaja Mausam Hai Rangeen Lyrics
Ek do teen aaja mausam hai rangeen
Aaja ek do teen aaja mausam hai rangeen
Raat ko chhup chhup ke milna
Duniya samjhe paap re paap re
Ek do teen aaja mausam hai rangeen
Aaja ek do teen aaja mausam hai rangeen
Yeh madmast jawani hai
Yeh madmast jawani hai
Tere liye yeh deewani hai
Doob ke is gehrayi mein
Dekh ke kitna paani hai
Ek do teen aaja mausam hai rangeen
Aaja ek do teen aaja mausam hai rangeen
Kyun tu mujhe thukrata hai
Kyun tu mujhe thukrata hai
Mujhse nazar kyun churata hai
Loot yeh duniya teri hai
Loot yeh duniya teri hai
Pyaar se kyun ghabrata hai
Ek do teen aaja mausam hai rangeen
Aaja ek do teen aaja mausam hai rangeen