Ek Dharti Hai Ek Hai Gagan Lyrics - Adhikaar


Ek Dharti Hai Ek Hai Gagan Lyrics from Adhikaar: This is a very well sung song by Meena Kapoor with nicely composed music by Avinash Vyas. Lyrics of song are beautifully written by Neelkanth Tiwari. Adhikaar is a 1954 Hindi movie starring Kishore Kumar, Neeru and Usha Kiran.

Ek Dharti Hai Ek Hai Gagan Lyrics - Adhikaar

Ek Dharti Hai Ek Hai Gagan Song Detail


Song: Ek Dharti Hai Ek Hai Gagan
Album: Adhikaar (1954)
Singer: Meena Kapoor
Musician: Avinash Vyas
Lyricist: Neelkanth Tiwari
Star Cast: Kishore Kumar, Neeru, Usha Kiran etc.

Ek Dharti Hai Ek Hai Gagan Lyrics

Ek dharti hai ek hai gagan
Ek man mera ek hai lagan, o sajan
Ek dharti hai ek hai gagan
Ek man mera ek hai lagan, o sajan

Jitne ambar mein hain taare
Jitne ambar mein hain taare
Saajan mere sang jitne nyaare
Mere nainon mein utne khile sapan, o sajan
Ek dharti hai ek hai gagan
Ek man mera ek hai lagan, o sajan

O chanda tori main hoon chakori
Janam janam ka naata
O chanda tori main hoon chakori
Janam janam ka naata
Pyar hamara roz gagan mein
Taaron ke deep jalata
In taaron mein chamke man ki agan, o sajan
Ek dharti hai ek hai gagan
Ek man mera ek hai lagan, o sajan

Chaahe toote jeevan bela
Chaahe toote taar piya
Chaahe toote jeevan bela Chaahe toote taar piya
Lekin kabhi na toote man ki
Madhur madhur jhankar piya
Piya chhoote na apna yeh bandhan, o sajan
Ek dharti hai ek hai gagan
Ek man mera ek hai lagan, o sajan
Ek dharti hai ek hai gagan



More Lyrics From Adhikaar