Ek Bewafa Ko Dil Ka Sahara Samajh Liya Lyrics - Ajeeb Ladki
Ek Bewafa Ko Dil Ka Sahara Samajh Liya Lyrics from Ajeeb Ladki (1952) is penned by Shakeel Badayuni, it's composed by Ghulam Mohammad and sung by Lata Mangeshkar and Talat Mehmood. Ajeeb Ladki is a 1952 Hindi movie starring Rehman, Naseem Banoo and Shashikala.

Ek Bewafa Ko Dil Ka Sahara Samajh Liya Song Detail
Song: Ek Bewafa Ko Dil Ka Sahara Samajh Liya
Album: Ajeeb Ladki (1952)
Singer: Lata Mangeshkar, Talat Mehmood
Musician: Ghulam Mohammad
Lyricist: Shakeel Badayuni
Star Cast: Rehman, Naseem Banoo, Shashikala etc.
Ek Bewafa Ko Dil Ka Sahara Samajh Liya Lyrics
Ek bewafa ko dil ka sahara samajh liya
Patthar ko humne aankh ka tara samajh liya
Ek bewafa ko dil ka sahara samajh liya
Dushman ko humne jaan se pyara samajh liya
Apna hi tha kusoor jo toofan mein ghir gaye
Apna hi tha kusoor jo toofan mein ghir gaye
Ik mauj thi ki jisko kinara samajh liya
Patthar ko humne aankh ka tara samajh liya
Jaadu bhari nigaah ke dhokhe mein aa gaye
Jaadu bhari nigaah ke dhokhe mein aa gaye
Dushman ko humne jaan se pyara samajh liya
Ek bewafa ko dil ka sahara samajh liya
Dushman ko humne jaan se pyara samajh liya