Ek Banjara Gaye Lyrics - Jeene Ki Raah


Ek Banjara Gaye Lyrics from Jeene Ki Raah is sung by Mohammad Rafi. Ek Banjara Gaye song lyrics are written by Anand Bakshi while its music is given by Laxmikant Pyarelal. Jeene Ki Raah is a 1969 Hindi movie starring Jeetendra, Tanuja and Sanjeev Kumar.

Ek Banjara Gaye Lyrics - Jeene Ki Raah

Ek Banjara Gaye Song Detail


Song: Ek Banjara Gaye
Album: Jeene Ki Raah (1969)
Singer: Mohammad Rafi
Musician: Laxmikant Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Jeetendra, Tanuja, Sanjeev Kumar etc.

Ek Banjara Gaye Lyrics

Suno ek tarana
Naya ek fasana
Ke aangan mein mere
Savere savere

Ek banjara gaye
Jeevan ke geet sunaye
Hum sab jeene walon ko
Jeene ki raah bataye
Ek banjara gaye ho

Ek banjara gaye

Jeevan ke geet sunaye
Hum sab jeene walon ko
Jeene ki raah bataye
Ek banjara gaye ho

Zamane walon kitaab-e-gham mein
Khushi ka koyi fasana dhoondho
Zamane walon kitaab-e-gham mein
Khushi ka koyi fasana dhoondho

Agar jeena hai zamane mein to
Hansi ka koyi bahana dhoondho
Ho aankhon mein aansu bhi aaye
To aakar muskaye

Ek banjara gaye
Jeevan ke geet sunaye
Hum sab jeene walon ko
Jeene ki raah bataye
Ek banjara gaye ho

Sabhi ka dekho nahi hota hai
Naseeba raushan sitaron jaisa
Sabhi ka dekho nahi hota hai
Naseeba raushan sitaron jaisa

Sayana woh hai jo patjhad mein bhi
Saja le gulshan baharon jaisa
Ho kaagaz ke phoolon ko bhi
Jo mehka kar dikhlaye

Ek banjara gaye
Jeevan ke geet sunaye
Hum sab jeene walon ko
Jeene ki raah bataye
Ek banjara gaye ho ho ho