Duniya Mein Kitna Gham Hai Lyrics - Amrit


Duniya Mein Kitna Gham Hai Lyrics from Amrit is sung by Mohammad Aziz. Duniya Mein Kitna Gham Hai song lyrics are written by Anand Bakshi while its music is given by Laxmikant Pyarelal. Amrit is a 1986 Hindi movie starring Rajesh Khanna, Smita Patil and Aruna Irani.

Duniya Mein Kitna Gham Hai Lyrics - Amrit

Duniya Mein Kitna Gham Hai Song Detail


Song: Duniya Mein Kitna Gham Hai
Album: Amrit (1986)
Singer: Mohammad Aziz
Musician: Laxmikant Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Rajesh Khanna, Smita Patil, Aruna Irani etc.

Duniya Mein Kitna Gham Hai Lyrics

Duniya mein kitna gham hai
Mera gham kitna kam hai

Duniya mein kitna gham hai
Mera gham kitna kam hai
Logon ka gham dekha to
Main apna gham bhool gaya

Duniya mein kitna gham hai
Mera gham kitna kam hai
Logon ka gham dekha to
Main apna gham bhool gaya

Duniya mein kitna gham hai
Mera gham kitna kam hai

Koyi ek hazaaron mein
Shayad hi khush hota hai
Koyi kisi ko rota hai
Koyi kisi ko rota hai
Koyi kisi ko rota hai
Koyi kisi ko rota hai

Char dino ki khushiyan hain
Char dino ke mele hain
Main apni kya baat karun
Saare log akele hain Main apni kya baat karun
Saare log akele hain

Kaun kisi ka humdum hai
Mera gham kitna kam hai
Duniya mein kitna gham hai
Mera gham kitna kam hai

Logon ka gham dekha to
Main apna gham bhool gaya
Duniya mein kitna gham hai
Mera gham kitna kam hai

Apno ki beghanon ki
Preet badalti rehti hai
Is be-reet zamane ki
Reet badalti rehti hai
Is be-reet zamane ki
Reet badalti rehti hai

Yeh duniya ik mausam hai
Mera gham kitna kam hai
Duniya mein kitna gham hai
Mera gham kitna kam hai

Logon ka gham dekha to
Main apna gham bhool gaya
Duniya mein kitna gham hai
Mera gham kitna kam hai

Sabke dil mein shole hain
Sabki aankh mein paani hai
Jisko dekho uske paas
Ek dukh bhari kahaani hai
Jisko dekho uske paas
Ek dukh bhari kahaani hai

Dukhiya saara aalam hai
Mera gham kitna kam hai
Duniya mein kitna gham hai
Mera gham kitna kam hai
Logon ka gham dekha to
Main apna gham bhool gayi