Do Din Ki Jawani Mein Lyrics - Adalat


Do Din Ki Jawani Mein Lyrics from Adalat is Hindi song sung by Yesudas and music is given by Kalyanji Anandji. Do Din Ki Jawani Mein song lyrics are written by Gulshan Bawra. Adalat is a 1976 Hindi movie starring Amitabh Bachchan, Neetu Singh and Waheeda Rehman.

Do Din Ki Jawani Mein Lyrics - Adalat

Do Din Ki Jawani Mein Song Detail


Song: Do Din Ki Jawani Mein
Album: Adalat (1976)
Singer: Yesudas
Musician: Kalyanji Anandji
Lyricist: Gulshan Bawra
Star Cast: Amitabh Bachchan, Neetu Singh, Waheeda Rehman etc.

Do Din Ki Jawani Mein Lyrics

Do din ki jawani mein bhi agar
Do din ki jawani mein bhi agar
Jeene ka maza na liya na liya
To phir kya kiya
To phir kya kiya
To phir kya kiya

Zulfon ke haseen saaye mein sanam
Har pal ko tu rangeen bana
Har pal ko tu rangeen bana
Baahon ke jawan ghere mein zara

Aa jhoom ke tu aa bhi ja
Tu jhoom ke tu aa bhi ja

Dil aakhir woh kis kaam hai
Dil aakhir woh kis kaam hai
Jo kabhi diya na liya na liya
To phir kya kiya
To phir kya kiya

Jeene ko yahan jeete hain sabhi
Par woh jeete jee mar gaye
Par woh jeete jee mar gaye
Jo pyaar kisi se kar na sake
Aur duniya se jo dar gaye Aur duniya se jo dar gaye

Is pyaar ko duniya zulm kahe
Is pyaar ko duniya zulm kahe
Kya badon ne woh nahi kiya nahi kiya
To phir kya kiya
To phir kya kiya
To phir kya kiya