Do Baatein Ho Sakti Hai Lyrics - Imtihaan


Do Baatein Ho Sakti Hai Lyrics from Imtihaan is Hindi song sung by Kumar Sanu. Do Baatein Ho Sakti Hai song lyrics are written by Faiz Anwar, its music is given by Anu Malik. Imtihaan is a 1994 Hindi movie starring Sunny Deol, Raveena Tandon and Saif Ali Khan.

Do Baatein Ho Sakti Hai Lyrics - Imtihaan

Do Baatein Ho Sakti Hai Song Detail


Song: Do Baatein Ho Sakti Hai
Album: Imtihaan (1994)
Singer: Kumar Sanu
Musician: Anu Malik
Lyricist: Faiz Anwar
Star Cast: Sunny Deol, Raveena Tandon, Saif Ali Khan etc.

Do Baatein Ho Sakti Hai Lyrics

Do baatein ho sakti hai
Sanam tere inkar ki
Do baatein ho sakti hai
Sanam tere inkar ki
Ya duniya se tu darti hai
Ya duniya se tu darti hai
Ya qadar nahi mere pyar ki

Do baatein ho sakti hai
Sanam tere inkar ki
Ya duniya se tu darti hai

Ya duniya se tu darti hai
Ya qadar nahi mere pyar ki
Do baatein ho sakti hai
Sanam tere inkar ki

Hey hey hey hey
Lala lala lala lala la
Hey hey hey hey
Lala lala lala lalala la

Kab se khada main raahon mein
Apna dil bichaaye
Haaye haaye haaye

Ho kab se khada main raahon mein Apna dil bichaaye
Lekin meri mohobbat pe
Tujhko yaqeen na aaye
Lekin meri mohobbat pe
Tujhko yaqeen na aaye

Do baatein ho sakti hai
Sanam tere takrar ki
Do baatein ho sakti hai
Sanam tere takrar ki
Ya dil hai tera pathar ka
Ya dil hai tera pathar ka
Ya chahat nahi dildar ki
Do baatein ho sakti hai
Sanam tere inkar ki

Dar hai kahin is jeewan ka
Sapna toot na jaaye
Haaye haaye haaye

Dar hai kahin is jeewan ka
Sapna toot na jaaye
Main ban jaun pagal
Aur duniya hansi udaaye
Main ban jaun pagal
Aur duniya hansi udaaye

Do baatein ho sakti hai
Ab to jeet ya haar ki
Do baatein ho sakti hai
Abto jeet ya haar ki
Kahde mujhse main mar jaooun
Kahde mujhse main mar jaooun
Ya thaam le baahein yaar ki

Do baatein ho sakti hai
Sanam tere inkar ki
Do baatein ho sakti hai
Sanam tere inkar ki